Tumsa Haseen
Tumsa Haseen, Na koi Yahan
Khaabon mein aati ho, tum meri Jaan
Akele Pan mein dooobta Sa
Khud hi khudse rooth ta sa
Duur tumse hota hi gya
Tasalli bhi toh na rahi
Adhoore rishte ki meri
Yun haste haste ro hi kyun diya
Yaad aati tumhari
Akela hai mann
Tum nahi zindagi mein
Adhoora hoon sanam
Tumsa Haseen, Na koi Yahan
Khaabon mein aati ho, Tum meri jaan
Zehen mein bass, tum hi tum Kyun bass gyi
Dil mein, tumhare kyaa main hoon nahi
Dua hai khaab tere puure ho
Na hum kabhi adhoore ho
Tu khush hai toh main bhi
Khush hua
Inn Aankhon ka tum noor ho
Kyaa dil se tum majboor ho
Adhoora pyaar mera kyun
Bataa
Yaad aati tumhari
Akela hai mann
Tum nahi zindagi mein
Adhoora hoon sanam
Tumsa Haseen, Na koi Yahan
Khaabon mein aati ho, Tum meri jaan
Zehen mein bass, tum hi tum Kyun bass gyi
Dil mein, tumhare kyaa main hoon nahi
Tumsa Haseen, Na koi Yahan
Khaabon mein aati ho, Tum meri jaan
Zehen mein bass, tum hi tum Kyun bass gyi
Dil mein, tumhare kyaa main hoon nahi
Khaabon mein aati ho, tum meri Jaan
Akele Pan mein dooobta Sa
Khud hi khudse rooth ta sa
Duur tumse hota hi gya
Tasalli bhi toh na rahi
Adhoore rishte ki meri
Yun haste haste ro hi kyun diya
Yaad aati tumhari
Akela hai mann
Tum nahi zindagi mein
Adhoora hoon sanam
Tumsa Haseen, Na koi Yahan
Khaabon mein aati ho, Tum meri jaan
Zehen mein bass, tum hi tum Kyun bass gyi
Dil mein, tumhare kyaa main hoon nahi
Dua hai khaab tere puure ho
Na hum kabhi adhoore ho
Tu khush hai toh main bhi
Khush hua
Inn Aankhon ka tum noor ho
Kyaa dil se tum majboor ho
Adhoora pyaar mera kyun
Bataa
Yaad aati tumhari
Akela hai mann
Tum nahi zindagi mein
Adhoora hoon sanam
Tumsa Haseen, Na koi Yahan
Khaabon mein aati ho, Tum meri jaan
Zehen mein bass, tum hi tum Kyun bass gyi
Dil mein, tumhare kyaa main hoon nahi
Tumsa Haseen, Na koi Yahan
Khaabon mein aati ho, Tum meri jaan
Zehen mein bass, tum hi tum Kyun bass gyi
Dil mein, tumhare kyaa main hoon nahi
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.