Sugra Se Mila Do
Sughra se mila do, Sughra se mila do
Beemar behan ka mujhe, chehra hi dikha do
Baba, baba, sughra se mila do
Sughra se mila do, Sughra se mila do
Ye baat hai sadd gham ki ghata chhayi hai mujhpar
Phal barchi ka toota hai mere seene ke andar
Aye baba na bach payega ab aapka akbar
Beemaar, beemaar, behan ka mujhe, chehra hi dikha do
Aata hai mujhe yaad madine ka wo manzar
Mai aaunga aaya tha ye beemar se keh kar
Ab kehna hai jaa karta hai ye tera baradar

Kya haal hai bhai ki judaai mein bahan ka
Hai kaun khabar geer khudai mein bahan ka
Maloom hai dil rehta hai bhai mein bahan ka

Majboor hai maghmoom hai beemaar hai baba
Sughra bhare kunbe ki azadaar hai baba
Wo meri mohabbat mein giraftaar hai baba

Kya uspa guzarti hai bata dijiye mujhko
Surat meri khwahar ki dikha dijiye mujhko
Mumkin ho to aawaaz suna dijiye mujhko

Tum aye labe dam jaan to ab khota hu baba
Mai maut ki aaghosh mein ab sota hu baba
Lekin mai pareshaan bohot hota hu baba

Do ungliya sheh ne jo uthayi sare maidaa'n
Hamsheer nazar aayi madine me pareshaan
Sarwar ne kaha ab nahi kehna ye meri jaan

Akbar ke sharal dilpa yaka yak huwa sadma
Rukne lagi saas aur mutaghayyar hua chehra
Karte hue band aankh kaha ab na kahunga

Credits
Writer(s): Shabih Abbas Arfi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.