Without You
Kaise batadu - ki yaadon me teri jaagu saari raaton ko
Kaise dikhadu - ki saansein sisakti hai bure halaat hai woh
Kaise nibhalu - ki saari galtiyaan thi meri mai jaanu woh
Kaise jatadu - ki aata nahi mujhe pyaar jatane ko
Toota kisi ka tha dil jab sabhi ko kaha tha meri hai tu
Pata nahi tha mujhe bhi ki hoga afsos ki choda usey kyu
Pyaar tha kamsin ki aankho hi aankho me hoti thi guftugu
Dil mera kehta hai jaanedu, baaton hi baaton me khudko yun taane du
Last night call aaya uska, pucha ki Misam kare thodi baatein?
Phir se call o pe call baatein hi chalti rahi saari raatein
She taught sab kuch ki Misam hum rishton ko aise aur aise nibhaatein
I said mai jaanta sab, But I don't know pyaar ko kaise jataatein
Khair ab, halaatein aise nahi hai ki chaahu tu laut ke aaa
Woh rishta hi nahi samjhta mai saath hoke bhi jaha rahe juda
Woh bekhabar baaton se meri ke sunna hi nahi usey - kya hua
Smokin alot, ha hochuka kamre me kaafi dhua
Shuru hua - yeh silsila mera khudi se khudi ka
Aankhe hai nam - mai khana badosh ke karu mai abhi kya?
Na samjh sake hum - saath nibhaane ka tareeka salika
Ehsaas e kamtari har ghadi sochu mai pyaar jataneka tareeka
Khoob thi baatein humari, jo saath nibhaane ke waade hum karte the
Mujhe toh yaad bhi na, ki aakhri baar - hum kab jhagde the
Roothna tera un jhagdo me, mera manana kya pal they woh khair
Kaise samjhaye tumhe kis tarha tumhari adaaon pe marte the
Zikr tumhara jab karta hu - izzat se aankhein hi neechein hojaaye
Saath na hoke bhi chaahu, ki tumpe zara si bhi aanch na aaye
Tum itne mashoor ho mere in gaano se log puche tera naam
Mai kehta hu naam me kya hai rakha - bs suno ye dil ke kalaam
Zulfon se khelna teri thi sabse badi aadaton me se ek
Chehra jo khilta tha tha tera, yun sharmaake mooh - tum lete the pher
Ye kaafi nahi teri yaad me, bayaan kiye maine saare ye sher
Bs saath na honge kabhi - ye jaante hum ki hochuki der
Yahi hai khair - na keh sakta zyada hai himmat nahi
Panne par aansu hi aansu - kalam mera saath na chode kahi
Raaton se raabta mera - hai jaanta meri woh baatein sabhi
Baatein na meri mukammal ke dil ke mai kholu na raaz kabhi

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.