Saraab

Sheher ki is bheer main main
Kho sa gaya hun
Dhoondo kesay khudko main
Tum hi batla do
Poochun kissay yeh jakay
Khwaabon kay sayon main jo
Ankhen teri hasti hain
Kyun yeh durr hain

Tum hi tou ho
Tum hi ho
Jiskay liay
Meri Wafa

Paun tumko main dekhun har aik jagah
Sochun tumko hi sochun har raasta
Chahun tumko hi chahun har aik lamha
Jaun tow akhir main ab jaun kahan

Jhootay chand khwaabon ki yeh
Kesi saza hai
Aesa bhi jurm kia jo
Mainay kiya hai
Bhoolun kesi teri chahat
Teri muhabbat
Dil hi dharkan main bus
Naam tera hai

Tum hi tou ho
Tum hi ho
Jiskay liay
Meri Wafa

Paun tumko main dekhun har aik jagah
Sochun tumko hi sochun har raasta
Chahun tumko hi chahun har aik lamha
Jaun tow akhir main ab jaun kahan

Yeh dil tha tumhara
Rahayga tumhara
Nahi hai yeh mumkin
Kay ishq ho
Dubaraa

Paun tumko main dekhun har aik jagah
Sochun tumko hi sochun har raasta
Chahun tumko hi chahun har aik lamha
Jaun tow akhir main ab jaun kahan



Credits
Writer(s): Daniyal Abid
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link