raaz

Jo Main kholun tere raaz
Ho na jaye tu naraj
Sunkar meri ye khamoshi
Ho na jaye beaawaj
Kho jaye na aawaj
Jo main kholun tere raaz
Kyun na bolun tere raaz
Dhokhebaaz dagabaz
Maine todi jo khamoshi
Teri gum hogi aawaj
Tu to dikhti thi masoom
Par Tu nikli jalsaaj
Dhokhebaaz dagabaz
Ka hai tere sar pe taaj
Han teri bewafai ka
Main khulunga vo raaz
Hoga chehra benkaab
Sareaam tera aaj
Main na karun parwaah
Tu ho jayegi naaraj
Main to khulun sare raaz
Jalsaaj dhokhe baaj

Aaja tujhko main bataun
Teri sajishein ginaun
Tune ki thi khata
Aankh khol to dikhaun
Kitni dafa Tune dil ko dukhaya
Paas aaja to bataun
Dil ko sataya
Tune kitni dafaa
Is baar tu bhi aaja
Tujhe main bhi sataun
Dil ka ye shor
Kare mujhe kamjor
Aakar teri sari yaadein
Deti mujhe jhakjhor
Kash teri yadon
Pe bhi hota mera jor
To main deta jhakjhor
Na main hota kamjor
Baandh deta dor
Teri yaadon ki ye dor

Mujhe yaad hai vo raat
Teri sari karamat
Teri jhuthi vo saugaat
Teri juthi saari baat
Karke pyaar wala natak
Fir Dikha di teri jaat
Tune di thi jo barsaat
Meri aankhon mein barsat
Han yaad hai vo raat
Main na bhula teri baat
Tere jhuthe juthe waade
Teri juth ki saugaat

Bewafaon se bhi kya gila karein
Unki marji vo jinse mila karein



Credits
Writer(s): Fanindra Dev Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link