Rahon Me Khoya Hua
Me rahon me khoya hua
Me rahon me khoya hua
Meray khwaab
Ki khaak me soya hua
Me raahon me khoya hua (Maaf kar)
Me raahon me khoya hua (Maaf kar)
Meray khwaab
Ki khaak me soya hua (Maaf kar)
Kaash ke me jaanta ke kitni dair dard ko
Me puchta har shakhs se me puchta har fard ko
Ke seena kyun dukhta ye saansain kyun sard hon
Laut ke me jaun kis mun se apne ghar ko?
Bol ke gaya tha ke me kuch din me waapis
Aur paanch maah guzar gaye is album ki khatir
Fans sare puchain ke sunny bhai kahan gaye
Sakoon dhoodun hathon ki me mel luta ke
Cheer dun naqaab kisse aitebaar kitna
Wo Maangain hisab meri jaibon me fitna
Aur kho diya makaan ab sakoon kahaan hai
Mujhe jo mila jahaan me wo toot chuka hai
Kisse doge ab peghaam wo to rooth chuka hai
Mera mat lena naam mene jhoot kaha hai
Jese maslay pasand aese aafaton ke paas chala
Dhundlay hain rang me to saadat ko pukaar raha
Haar raha jab se saare kar rahe himaaqatain
Roz marra pe ye meri jaanchte sharafatain
Khamosh hun bezubaan nahi shayad bhool raha hai
Baghban ke chamman ka har aik phool jala hai
Kapron pe orhay wo to dhool chala hai
Jaibain meri chaano dekho kya hi bacha hai
Apne hi karam ye to bhool challa hai
Dekho aas paas koi khaas kya bacha hai
Kapron pe orhay wo to dhool chala hai
Jaibain meri chaano dekho kya hi bacha hai
Apne hi karam ye to bhool challa hai
Dekho aas paas koi khaas kya bacha hai (Khas kia bacha hai)

Khaas kia bacha hai?

Credits
Writer(s): Sunny Khan Durrani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.