Kala Lahu
I kept away
whatever it said
I kept denying
the words,
Papi sa hai mera man
Havi jo hua ye pagalpan
Kafi hua beta aisa ban vaisa ban
Ati ghin jo dekhu apne zakham
Beeta kal kardu mai aaj hi dafan
Dega salha to taiyar hai kafan
Akela chla nahi mai yaar-ae-kalam
Ye kohre kagaz hi dawa or marham
Todne aya mai sabka bharam
Ye footye karam
Ye sare naram
Ye budhhi garam
Mai katye besharam
Jo galti se galti ki
Chhoo lo charan
Tere jaio ko mai doonga sharam
Par yoon hi beta tu mana na jashan
Sar pe na chhadio
Sar kardu kalam
Ye cheekhein chillayein mai khudme magan
Na zehen mai rehem mai papi badan
Lekhak mai mujhpar hai khuda ki rehmat
Ab kuch bhi tu keh mat
Mai khud se hi sehmat
Ab salo ki mehnat
Ban barse qayamat
Ab aagey jo bhi hoga, hoga bhayanak
Mai saitama aya, dar gaye ye danav
Bhidne se pehle mai kaun hoon, tu jaan ab
This is not the place where you belong
Matha phira mera, ladke tu bhag ab
Tandav hua shuru khatam tera season
Karein suicide ye bana mai reason
Kaise bachega mai ban gaya legion
Kardu asli nakli ka division
Mere hatho se marke safal tera jeevan
Mujhme baitha demon, karle excorsism
Khatam tera vision, yahi mera mission
Marja ya marle
Ye tera decison
aaah
Khudse chhupaya
Firbhi ye paya
Mera na, koi savera hai
Kala Lahu hai
Meri ragon mai
Mujhme toh behta andhera hai
Hath laga agar jalne ki khwahish hai
Jwala mai meri pighalne ki khwahish hai
Banja bilkul mere jaisa tujhe agar
garm tel mai ubalne ki khwahish hai
Darke mujhse apne sapno mai bhage
Tadpe tu kitna par badhe na aagey
Cheekhey chillaye, par hil bhi na paye
Han aisi neend se tu kabhi na jaagey
Thali padi meri khali or bhook se pait hai mera bhara
Mai hoon sana junoon ke khoon se
Kale lahu se mai hoon bana
Kabu mera tujhpe hai itna
Ki maine chheen li teri hawa
Or ab gini chuni saansein teri dheemi dheemi ho rahi mera bina
Gam tujhe mile honge na kam par koi hoga na meri tarah
Pani ke aansoo bohot bahaliye tune
Zara khoon ke aansoo baha
Kyu bhala kare kisi ka tu bhala
Le meri salah pakad uska gala
Jo tujhe de salah tu usko de dawa
Jo usko de gehri neend mai sula
Fir khai mai fenk ya mitti mai daba
Sabko kuchal koi bache na gawah
Aparichit se ab parichit hoja or apne parichay se pehle ho dafa
Haan naqaab hai meri shakal
Peechey chuhpa bhaitha maut ka chehra
Haan talvar hai meri akal
Tere dil pe bhi ek ghav hai gehra
Fitrat hai meri mai dunga daga
Haan dhoka dena hai meri wafa
Maine to chhal ko chhala bachhe
Tu to firbhi sachhai ki raahon pe chala
Ab thik na hogi beemari teri
Badhti jayegi ye zimmedari teri
Tujhe ata hai aaj mai jeena
Par kal ka tu dekhe na suraj
Ye meri hai qala
Khudse chhupaya
Firbhi ye paya
Mera na, koi savera hai
Kala Lahu hai
Meri ragon mai
Mujhme toh behta andhera hai
Hath laga agar jalne ki khwahish hai
Jwala mai meri pighalne ki khwahish hai
Banja bilkul mere jaisa tujhe agar
garm tel mai ubalne ki khwahish hai
Darke mujhse apne sapno mai bhaage
Tadpe tu kitna par badhe na aagey
Cheekhey chillaye, par hil bhi na paye
Han aisi neend se tu kabhi na jaagey
Papi sa hai mera man
whatever it said
I kept denying
the words,
Papi sa hai mera man
Havi jo hua ye pagalpan
Kafi hua beta aisa ban vaisa ban
Ati ghin jo dekhu apne zakham
Beeta kal kardu mai aaj hi dafan
Dega salha to taiyar hai kafan
Akela chla nahi mai yaar-ae-kalam
Ye kohre kagaz hi dawa or marham
Todne aya mai sabka bharam
Ye footye karam
Ye sare naram
Ye budhhi garam
Mai katye besharam
Jo galti se galti ki
Chhoo lo charan
Tere jaio ko mai doonga sharam
Par yoon hi beta tu mana na jashan
Sar pe na chhadio
Sar kardu kalam
Ye cheekhein chillayein mai khudme magan
Na zehen mai rehem mai papi badan
Lekhak mai mujhpar hai khuda ki rehmat
Ab kuch bhi tu keh mat
Mai khud se hi sehmat
Ab salo ki mehnat
Ban barse qayamat
Ab aagey jo bhi hoga, hoga bhayanak
Mai saitama aya, dar gaye ye danav
Bhidne se pehle mai kaun hoon, tu jaan ab
This is not the place where you belong
Matha phira mera, ladke tu bhag ab
Tandav hua shuru khatam tera season
Karein suicide ye bana mai reason
Kaise bachega mai ban gaya legion
Kardu asli nakli ka division
Mere hatho se marke safal tera jeevan
Mujhme baitha demon, karle excorsism
Khatam tera vision, yahi mera mission
Marja ya marle
Ye tera decison
aaah
Khudse chhupaya
Firbhi ye paya
Mera na, koi savera hai
Kala Lahu hai
Meri ragon mai
Mujhme toh behta andhera hai
Hath laga agar jalne ki khwahish hai
Jwala mai meri pighalne ki khwahish hai
Banja bilkul mere jaisa tujhe agar
garm tel mai ubalne ki khwahish hai
Darke mujhse apne sapno mai bhage
Tadpe tu kitna par badhe na aagey
Cheekhey chillaye, par hil bhi na paye
Han aisi neend se tu kabhi na jaagey
Thali padi meri khali or bhook se pait hai mera bhara
Mai hoon sana junoon ke khoon se
Kale lahu se mai hoon bana
Kabu mera tujhpe hai itna
Ki maine chheen li teri hawa
Or ab gini chuni saansein teri dheemi dheemi ho rahi mera bina
Gam tujhe mile honge na kam par koi hoga na meri tarah
Pani ke aansoo bohot bahaliye tune
Zara khoon ke aansoo baha
Kyu bhala kare kisi ka tu bhala
Le meri salah pakad uska gala
Jo tujhe de salah tu usko de dawa
Jo usko de gehri neend mai sula
Fir khai mai fenk ya mitti mai daba
Sabko kuchal koi bache na gawah
Aparichit se ab parichit hoja or apne parichay se pehle ho dafa
Haan naqaab hai meri shakal
Peechey chuhpa bhaitha maut ka chehra
Haan talvar hai meri akal
Tere dil pe bhi ek ghav hai gehra
Fitrat hai meri mai dunga daga
Haan dhoka dena hai meri wafa
Maine to chhal ko chhala bachhe
Tu to firbhi sachhai ki raahon pe chala
Ab thik na hogi beemari teri
Badhti jayegi ye zimmedari teri
Tujhe ata hai aaj mai jeena
Par kal ka tu dekhe na suraj
Ye meri hai qala
Khudse chhupaya
Firbhi ye paya
Mera na, koi savera hai
Kala Lahu hai
Meri ragon mai
Mujhme toh behta andhera hai
Hath laga agar jalne ki khwahish hai
Jwala mai meri pighalne ki khwahish hai
Banja bilkul mere jaisa tujhe agar
garm tel mai ubalne ki khwahish hai
Darke mujhse apne sapno mai bhaage
Tadpe tu kitna par badhe na aagey
Cheekhey chillaye, par hil bhi na paye
Han aisi neend se tu kabhi na jaagey
Papi sa hai mera man
Credits
Writer(s): Ishant Pal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.