Dooriyan (Chillout Mix) [feat. Utkarsh Rastogi]

Tu Kho Gaya
Mujhe ye khabar hai kaha
Gum Hai Kaha
Ye saara manzar mera

Teri Nazdikiyo ki hai aadat mujhe
Mein tujhme hua hu fanaa
Ye achanak se gayab ho jana tera
Khali hua aashiyan

Kaisi hai yeh dooriyan
Sehni hai kyu majbooriyan

Sitaro se raat bhar, tere baare mein hu puchta
Shaame subha teri yaado mein gum hua
Teri baatein, woh raatein, jo waade kiye
Har lamha kyu bhula diya
Main deewana, deewana main ban ke raha
Safar toh adhura raha

Kaisi hai yeh dooriyan
Sehni hai kyu majbooriyan
Wafa hum the par kya hua
Tode sapne tu kaha

Tu kaha... tu kaha
Tu kaha... tu kaha



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link