Ghalat Fehmi (From Super "Superstar")
Raaegaan, hai wafa yahaan raaegaan
Saaebaan jo laga tha kabhi, vo fareb-e-nazar aasmaan
Ab sharaafat nahiin, ye rivaayat nahiin baaqi
Ho kisi ki qadar aisi aadat nahiin baaqi
Aisa nahiin kahiin koi hai, ghalat-fahmi jo bani hai
Khoya nahiin apnaapan, ehsaas ki raah chuni hai
Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri, sun kabhi aahein meri
Ye kaise main bataauun tujhe
Soti nahiin aankhein meri, kat'ti nahiin raatein meri
Ki khvaahishon ke khvaabon ki, baarishein azaabon ki
Kahaan gaiin dhoop mere hisse ke savaabon ki
Kyuun dard bhare naalon pe, kar karam savaalon pe
Kyuun sitam hai tera tere chaahne vaalon pe
Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri, chaahiye panaahein teri

Dhal nahiin jaate, pal nahiin jaate
Doobti hain saansein, dil aise bhar jaate
Jaate huye lamhon ko paas bulaata hai
Thodi si bhi doori dil sah nahiin paata hai
Sab hain dikhaave, jhoote bahlaave
Ek hi qadam laaye sau-sau pachtaave
Be-khabar tha zara, par na tha bevafa, yaara
Sach tha ya ghalat-fahmi, par khvaab nahiin jud paate
Dukh dete, jaan lete hain, taras zara nahiin khaate

Dard bhare naalon pe, kar karam savaalon pe

Credits
Writer(s): Shoail Shakeel, Azaan Sami Khan, Saad Sultan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.