Soch

Bus ghar main beth kay
Sooch sooch sooch reha hun
Or waqat ghuzar reha hun
Or waqat ghuzar reha hun
Kya keya apni zindagi kay sath
Jab hua peda,Khaney ko thi roti
Rehnay ko tha theekana
Phir mera kya tha bahana
Bistar say may hila na
Sapney mujey dekha na

Kyunkay ghar main beth kay, Sooch sooch sooch reha hun
Or waqit ghuzar reha hu
Or waqat ghuzar reha hun
Phir bhool jau mein ye saab kuch
Aik or dard naat raat
Aik or munafiq baat
Aik or mulaqat
Aik or jora in my hath

Kyun kay main ghar main beth kay
Sooch sooch sooch reha hun
Or waqat ghuzar reha hun
Or waqat ghuzar reha hun

Mushkil barah hay yahan
Lena koi fesalah
Chaltey rahogay tum yahan
Muj ko na aney dena

Kesay pounchu apni baat mein in kay kanoo kay par
Kay nahi hay ye beat ya rap yar
Ye hay asal zindagi
Jis pay baat karney pay tum saab ko hay maut ati
Agar samaj nahi ati,
Tou yad rekh lo,
Ki thi mein nay ye baat,
Us raat
Kyunkay
Main Ghar main
Beth kay buss
Buss buss
Bus ghar mein beth kar sooch reha hun
Waqat ghuzar reha hun

Chalta reha hay samah
Bin teray ya teray sath
Sari raat soochta reha
Phir bhi kahein na ruka
Mushkil barah hay yahan
Lena koi fesalah
Chaltey rahogay tum yahan
Muj ko na aney dena

Madham dhun mein ghum
Apni sooch ko he karu sunn
Dil ki batein rekhu dil kay kareeb
Phir bhi sochu kyun, zaman itna ajeeb
Shayad mein he waja hun
Es duyna ki rasmou ki saza hun
Jo chalti arehi hein, or mein bhi chala reha hun

Kyun kay main,Kyun kay main,Kyun kay main
Buss ghar mein beth kar
Sooch sooch sooch reha hun
Or Waqat ghuzar reha hun
Or waqat ghuzar reha hun
Beth kay sooch sooch sooch reha hun
Or waqat ghuzar reha hun
Or waqat ghuzar reha hun



Credits
Writer(s): Zain Kazmi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link