Hum Pyar Karein

Aashiq ke qatil si teri ada
Jisne chadhaya hai mujh pe nasha
Teri Nigaahon se meine piya to
Ek pal bhi mein honsh mein naa raha

Iss pyaar ka
Taa-umr hum par
Aisa khumaar rahe

Hum pyaar karein
Duniya se chhup kar
Pyaar karein
Duniya se chuup kar
Pyar karein
Jahan pe koi naa aur ho

Hum pyaar karein
Duniya se chhup kar
Pyaar karein
Duniya se chuup kar
Pyar karein
Jahan pe koi naa aur ho

Dheere dheere
Iss muhabbat ka jalwa
Sar apne chadhne laga hai
Rakhna sambhal ke
Zara tu kadam
Dil dimag se ladne laga hai

Iss Ishq ko
Dariya aag ka
Jisne bhi kaha musbata hai
In lamhon ko
Aaja jee bhar jiyein
Kal kya hoga hume kya pata hai

Mehfil me aisi tu dhoom macha

Mehfil me aisi tu dhoom macha
Apni muhabbat ka jashn mana
Chhup chhup ke milne ka ye silsila to
Ab naa thamega ae dilrooba

Iss pyaar ka
Har dum labon par
Yun izhaar rahe

Hum pyaar karein
Duniya se chhup kar
Pyaar karein
Duniya se chuup kar
Pyar karein
Jahan pe koi naa aur ho

Hum pyaar karein
Duniya se chhup kar
Pyaar karein
Duniya se chuup kar
Pyar karein
Jahan pe koi naa aur ho

Socha tha naa khwabon mein
Ek duje ki baahon mein
Yun hi umr guzarenge
Na duniya se haarenge

Ye chhoti si zindagi
Bin pyar ye kuch nahi
Mujhko jo tu mila
Uss rab ka shukriya

Iss pyaar ka
Jism-o-jaan par
Aisa bukhaar rahe

Hum pyaar karein
Duniya se chhup kar
Pyaar karein
Duniya se chuup kar
Pyar karein
Jahan pe koi naa aur ho

Hum pyaar karein
Duniya se chhup kar
Pyaar karein
Duniya se chuup kar
Pyar karein
Jahan pe koi naa aur ho

Hum pyaar karein
Hum pyaar karein
Hum pyaar karein
Jahan pe koi naa aur ho

Hum pyaar karein
Duniya se chhup kar
Pyaar karein
Duniya se chuup kar
Pyar karein
Jahan pe koi naa aur ho



Credits
Writer(s): Apoorv Joshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link