Duniyaa
Main tere aage duniyaa jhuka du
Main kaise maanu aisa tu karega
Main tere liye chaand taare laa du
Tu mujhe keval pyaar de, chalega
Main tere aage duniyaa jhuka du
Main kaise maanu aisa tu karega
Main tere liye chaand taare laa du
Tu mujhe keval pyaar de, chalega
Main gir raha hu teri gehri aankhon mein
Humesha beta aise hi girega
Main mushkilon se pairon pe khada hu
Mere sang aise hi rahega
Tu mujhko bhi khud mein basa lena
Saari galat cheezon se bacha lena
Chhoti-moti galti maaf karna
Agar toda tera dil to saza dena
Main tujhe saari duniya se bacha lungi
Main tere aage aankhein bhi jhuka lungi
Kabhi na baatein jaane ki tu karna
Main tere layi khud ko sawar lungi
Tu meri (mera) sabse upar lakhon mein
Tu mujhko deti (deta) saansein paas hoke
Tu meri (mera) sabse upar lakhon mein
Tu mujhko deti (deta) saansein paas hoke
Ye ishq mohabbat teri maani hai
Main mil jaunga (jaungi) tujh mein raakh hoke
Maane na, maane na, maane na, tu haal mera
Jaane na, jaane na, jaane na
Kabhi na, kabhi na, kabhi na, tu jaana nahi
Kabhi na kabhi na kabhi na
Main tere aage duniyaa jhuka du
Main kaise maanu aisa tu karega
Main tere liye chaand taare laa du
Tu mujhe keval pyaar de, chalega
Main gir raha hu teri gehri aankhon mein
Humesha beta aise hi girega
Main mushkilon se pairon pe khada hu
Mere sang aise hi rahega
Main tere aage duniyaa jhuka du
Main tere liye chaand taare laa du
Main kaise maanu aisa tu karega
Main tere liye chaand taare laa du
Tu mujhe keval pyaar de, chalega
Main tere aage duniyaa jhuka du
Main kaise maanu aisa tu karega
Main tere liye chaand taare laa du
Tu mujhe keval pyaar de, chalega
Main gir raha hu teri gehri aankhon mein
Humesha beta aise hi girega
Main mushkilon se pairon pe khada hu
Mere sang aise hi rahega
Tu mujhko bhi khud mein basa lena
Saari galat cheezon se bacha lena
Chhoti-moti galti maaf karna
Agar toda tera dil to saza dena
Main tujhe saari duniya se bacha lungi
Main tere aage aankhein bhi jhuka lungi
Kabhi na baatein jaane ki tu karna
Main tere layi khud ko sawar lungi
Tu meri (mera) sabse upar lakhon mein
Tu mujhko deti (deta) saansein paas hoke
Tu meri (mera) sabse upar lakhon mein
Tu mujhko deti (deta) saansein paas hoke
Ye ishq mohabbat teri maani hai
Main mil jaunga (jaungi) tujh mein raakh hoke
Maane na, maane na, maane na, tu haal mera
Jaane na, jaane na, jaane na
Kabhi na, kabhi na, kabhi na, tu jaana nahi
Kabhi na kabhi na kabhi na
Main tere aage duniyaa jhuka du
Main kaise maanu aisa tu karega
Main tere liye chaand taare laa du
Tu mujhe keval pyaar de, chalega
Main gir raha hu teri gehri aankhon mein
Humesha beta aise hi girega
Main mushkilon se pairon pe khada hu
Mere sang aise hi rahega
Main tere aage duniyaa jhuka du
Main tere liye chaand taare laa du
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.