Channa Mereya (From "Ae Dil Hai Mushkil")
Achchha chalta hoon, duaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna
Achchha chalta hoon, duaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna
Dil ke sandooqon mein mere achchhe kaam rakhna
Chitthi-taaron mein bhi mera tu salaam rakhna
Andhera tera maine le liya
Mera ujla sitaara tere naam kiya
Channa mereya-mereya, channa mereya-mereya
Channa mereya-mereya beliya, oh, piya
Channa mereya-mereya, channa mereya-mereya
Channa mereya-mereya beliya, oh, piya
Oh, piya
Piya, piya
Oh, piya
Mm, mehfil mein teri hum na rahein jo
Gham toh nahin hai, gham toh nahin hai
Qisse humari nazdeekiyon ke
Kam toh nahin hain, kam toh nahin hain
Kitni dafa subah ko meri
Tere aangan mein baithe maine shaam kiya
Channa mereya-mereya, channa mereya-mereya
Channa mereya-mereya beliya, oh, piya
Channa mereya-mereya, channa mereya-mereya
Channa mereya-mereya beliya, oh, piya
Oh, piya
Oh, piya
(Channa mereya-mereya, channa mereya-mereya)
(Channa mereya-mereya, oh, piya)
(Channa mereya-mereya, channa mereya-mereya)
(Channa mereya-mereya, oh, piya)
Tere rukh se apna raasta mod ke chala
Chandan hoon main, apni khushboo chhod ke chala
Mann ki maya rakh ke tere takiye tale
Bairagi-bairagi ka sooti chola odh ke chala

Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Amitabh Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Hamari Adhuri Kahani (Title Track) [From "Hamari Adhuri Kahani"]
- Shayad (From "Love Aaj Kal" )
- Muskurane (From "Citylights") - Romantic
- Samjhawan (From "Humpty Sharma Ki Dulhania")
- Ae Dil Hai Mushkil Title Track (From "Ae Dil Hai Mushkil")
- Mareez - E - Ishq (From "Zid")
- Bandeya (From "Dil Juunglee") - From "Dil Juunglee"
- Bolna (From "Kapoor & Sons (Since 1921)")
- Channa Mereya (From "Ae Dil Hai Mushkil")
- Tu Har Lamha (From "Khamoshiyan")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.