Izhaar
Bataun ye tujhko main kaise
Ke jabse ye milna hua hai
Baton mein Teri din ye beete
Raton mein bhi Tera Nasha hai
Khayalo ki duniya mein rehta hu, ke jabse ye tune chhua hai
Ye Dil na sunta meri hai ab
Lage Tera hone Laga hai
Dil ki jo batein Jo kehni thi
Nazmo mein likhta main rehta hu
Tere liye hi to Zinda hu
Tujhpe hi mitta main rehta hu
Tu hoti hai paas mein mere jab
Lage waqt tham sa gaya hai
Raton mein sitaron ko dekhun
Par sitaron mein koi tumsa Kahan hai
Aankhon mein aankhein daale baitha main rahun
Rat din Teri hi ab to batein main karun
Tu nahi to paas mere kuch nahi yahan
Tere saath jeeke marna hai mujhe yahan
Teri khamoshiyon mein main mehfil saja dunga
Tu haath tham lena bas Mera
Teri Andheri Raton ko sitaron se saja dunga
Tu baat Maan lena ik dafa
Tujhe sochta hu main baton mein
Din mein aur nasheeli raton mein
Yadon mein, teri un ankhon mein
Jo kho Gaya tha mulakato mein
Safar bhi Mera bhi ab tu hi hai
Aur tu hi hai manzil meri
Mat ja na mujhe ab chhodke
Ruk jana, tujhe hai kya deri
Tu bol de mujhko bas ek baar
Main duniya se bhi lad jaunga
Ab rakhne de god mein sir teri
Fir saare main tujhko ye geet sunaunga
Tujhko le jaunga, khwabon ke paar
Jahan pe main hu aur ho Mera yaar
Aasmani sa ho ye ishq mera
Dil ye pankh to khol ek baar
Dheere dheere Tera Yun
Ab hone hun laga
Apne Dil mein Dede mujhko
Thodi si jagah
Tere saare gham ko lunga
Main Yun ab chura
Dil Mera ye tere Dil mein
Jaake bas gaya
Teri kahaniyon mein main, duniya bana lunga
Tu haath thaam lena bas mere
Teri hasi ke badle main duniya luta dunga
Tu muskura to dena ek dafa
Ke jabse ye milna hua hai
Baton mein Teri din ye beete
Raton mein bhi Tera Nasha hai
Khayalo ki duniya mein rehta hu, ke jabse ye tune chhua hai
Ye Dil na sunta meri hai ab
Lage Tera hone Laga hai
Dil ki jo batein Jo kehni thi
Nazmo mein likhta main rehta hu
Tere liye hi to Zinda hu
Tujhpe hi mitta main rehta hu
Tu hoti hai paas mein mere jab
Lage waqt tham sa gaya hai
Raton mein sitaron ko dekhun
Par sitaron mein koi tumsa Kahan hai
Aankhon mein aankhein daale baitha main rahun
Rat din Teri hi ab to batein main karun
Tu nahi to paas mere kuch nahi yahan
Tere saath jeeke marna hai mujhe yahan
Teri khamoshiyon mein main mehfil saja dunga
Tu haath tham lena bas Mera
Teri Andheri Raton ko sitaron se saja dunga
Tu baat Maan lena ik dafa
Tujhe sochta hu main baton mein
Din mein aur nasheeli raton mein
Yadon mein, teri un ankhon mein
Jo kho Gaya tha mulakato mein
Safar bhi Mera bhi ab tu hi hai
Aur tu hi hai manzil meri
Mat ja na mujhe ab chhodke
Ruk jana, tujhe hai kya deri
Tu bol de mujhko bas ek baar
Main duniya se bhi lad jaunga
Ab rakhne de god mein sir teri
Fir saare main tujhko ye geet sunaunga
Tujhko le jaunga, khwabon ke paar
Jahan pe main hu aur ho Mera yaar
Aasmani sa ho ye ishq mera
Dil ye pankh to khol ek baar
Dheere dheere Tera Yun
Ab hone hun laga
Apne Dil mein Dede mujhko
Thodi si jagah
Tere saare gham ko lunga
Main Yun ab chura
Dil Mera ye tere Dil mein
Jaake bas gaya
Teri kahaniyon mein main, duniya bana lunga
Tu haath thaam lena bas mere
Teri hasi ke badle main duniya luta dunga
Tu muskura to dena ek dafa
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.