Baanagi

Afvaayen aisi, gul bahaaron ne laayi hai
Ek khwaab si duniya, ek duniya yun batai hai
Jaha baadal hai, teri zulfon ke
Teri aankhon ke, sab nazaare hai
Toh mai sochu ki, ye hua kya hai
Dil-e-nadan ko hua kya hai

'gar baanagi hai tu, uss anjaane jahaan ki
Toh kya noori chadariya sa hoga vo
'gar baanagi hai tu, uss anjaane jahaan ki
Toh kya noori chadariya sa hoga vo
Ek noori chadariya sa hoga vo

Dil ko mere ittala kar diya
Uss chaand ko tune khafa kardiya
Aisa noor hai tera, usne paya hi nahi
Ye jo noor hai tera, maine dekha hi nahi

Afvaayen aisi, gul bahaaron ne laayi hai
Ek khwaab si duniya, ek duniya yun batai hai
Jaha baadal hai, teri zulfon ke
Teri aankhon ke, sab nazaare hai
Toh mai sochu ki, ye hua kya hai
Dil-e-nadan ko hua kya hai

'gar baanagi hai tu, uss anjaane jahaan ki
Toh kya noori chadariya sa hoga vo
'gar baanagi hai tu, uss anjaane jahaan ki
Toh kya noori chadariya sa hoga vo
Ek noori chadariya sa hoga vo
'gar baanagi hai tu, uss anjaane jahaan ki
Toh kya noori chadariya sa hoga vo
Ek noori chadariya sa hoga vo



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link