02:30
Baje raat ke koii 2 and half an hour
Parha soch mein feeling khudse bezaar
Thinkin baap ne jo liye mere liye the udhaar
Main nahi to phir uska kaun zimmedar
Spent another hour thinkin bout zindagi
Callin out God saying set me free
Main qaabil nahi ke lad loon akele hi
There's a chance ke main zinda hoon but barely
She's proud of me, hoon main maa ka ghuroor
Mujhe parhne bheja maa ne kuch 18 ghante door
Woh 18 ghante ab kayi saalon se lagein
Maa baap mere kayi saalon se jage
Main bhi muddaton se jaag raha
Khwaaishon ke peeche zimmedaarion se bhaag raha
Khush nahi mujhse koii jaanta hoon main
Main to daagh tha maashre pe maashre ka daagh raha
I've got nothing to lose, shayad haath mein kuch hai hi nahi
Sunaaun kisko gham main, sunke saare kehte very funny
Hai nahi bani cheez koii jo toot na paaye
Ab toota hoon to koii troubleshoot lagaaye
Meetha phal hai sabar ka woh phal hai kahaan
Behtar hoga kal, bhai woh kal hai kahaan
Sab ne kaha, yaar dont lose hope
Par ummeed pe kab tak qaym main rahoon
Someone build me a time machine
Jaaun bachpan mein aur usi time mein rahoon
Bhai kis ko sunaaun apni daastan
Gham koii mera samajh nahi payega
So, lets give it a try
Aaj B khudko khud samjhaayega
Gaanon mein gaali nahi deta, dont even wanna try
Meri maa na sun le bhai uski haye na lag jaaye
Main bhi teri tarah aam sa ik ladka hoon yaar
Jo main ban gaya kuch meri maa ki duaa hai
Aur haath upar waale ne jo sar pe rakha hai
Aur thoda sa jo dil duniya se dukhaa hai
Kuch us ka kamaal hai bhai saamne misaal hai
Ke jeena tumhein kaise hai, jo abhi tera haal hai
Koii aur nahi bhai uska tu zimmedaar hai
Tu khud bichhaaye jaal, tu khud hi shikaar hai
Maana ke zamaana tujhe jeene nahi de raha
Bhai maana ke is duniya se tu bhi bezaar hai
Par aaj hai, tu kal shayad na ho
Tu ro to raha hai, koii faida na ho
Tu bhi chahta hai woh ik duniya jahaan
Koii usool na ho, koii qayeda na ho
Majboor hain par kuch kar bhi nahi sakte
Jiya bhi nahi jaa raha mar bhi nahi sakte
Maula mere sapne cheekh rahe hain
Poora kar inhe maang tujhse bheek rahe hain
Theek nahi main mujhe sabr to de
Im meaningless, zer zabr to de
Main ghabraa ke, saansein le to raha hoon
Aur kitna karoon? Best de to raha hoon
Meri zindagi jaise bekaar ho gayi hai
Behad kiya ab hadd paar ho gayi hai
Gunehgaar to nahi main par sazaa mil rahi hai
Intezaar hai ke maut kab aa mil rahi hai
Maana qaabil nahi hai B hansne ke bhi
Par jhooti muskaan mera haq hai na
Aik na aik din badle ga sab
Baaqi maut to bhai bar haq hai na

Credits
Writer(s): Basim Arshad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.