Muqadama

Mehekma naya naya
Khula mere shehar mein
Bechta hai jo, Paani mein zeher

Muqadama chala naya
Tu aa mere shehar mein
Bolne laga hun
Teri shaan mein ghazal

Kaali raat mein
Nazaare bechta
Wahi toh aaj hai
Gunahon ka Khuda

Tu ghot de gala mera
Ae yaar kamm-akal
Ke aaj mein jaha hun
Hai mukaam bad-shakal

Tu ghot de gala mera
Ae yaar hum-shakal
Ke bolne laga hun
Teri shaan mein ghazal

Kaali raat mein
Sitaare bechta
Wahi jo aaj hai
Gunahon ka Khuda



Credits
Writer(s): Daira
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link