Taras - From "Munjya"
Ho, aafreen dum, aafreen dum
Dum-duma-dum, aafreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hai aakhiri dum
Ho, aafreen dum, aafreen dum
Dum-duma-dum, aafreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hai aakhiri dum
Tujhko jahaan pe apna dil yeh diya tha maine, haaye
Oh, tujhko jahaan pe apna dil yeh diya tha maine
Tujhko jahaan pe apna dil yeh diya tha maine
Dil todne uss jagah par hi bulaaya mujhko
Taras nahin aaya tujhko, taras nahin aaya tujhko
Khud-garz ishq yeh tera samajh nahin aaya mujhko
Taras nahin aaya tujhko, taras nahin aaya tujhko
Khud-garz ishq yeh tera samajh nahin aaya mujhko
Ho, aafreen dum, aafreen dum
Dum-duma-dum, aafreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hai aakhiri dum
Aafreen dum, aafreen dum
Dum-duma-dum, aafreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hai aakhiri dum
Haaye
Phirte the baaron-maasi tere hi peechhe-peechhe
Hum toh hatheli par yeh dil nikaal karke
Tere kaleje ko bhi thandak padi toh hogi
Sar se qadam tak mera istemaal karke
Kaagaz pe jaise kuch bhi likh ke mita de koi
Kaagaz pe jaise kuch bhi likh ke mita de koi
Soche bina waise hi tune mitaaya mujhko

(Aakhiri dum, aakhiri dum...)

Credits
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Sachin Sanghvi, Jigar Saraiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.