Saza
Skyd you got the Sauce
Lamhe yeh tham se gaye hain, hue tujhse jo rubaru
Ab jo tu samne hai, toh yeh dil mera khamosh kyun
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Ab tujhe yaad nahi main, na mujhe yaad hai tu
Baatein toh kaafi hai maani, na jaane kyun is baat ko maanti nahi rooh
Ab kaafi zyada main door hoon, nahi lagta yeh dil kisi se
Kholne ko khol du main saare hi raaz
Par rehti dabi woh andar ki cheezein
Hue jo kaafi hum door, na jaane tha kiska kasoor
Woh samjhe main kaafi mashhoor, par asal mein rehta main kaafi majboor
Main samajh se logo ki baar negative thoughts hain dil mein hazaar
Andar se kaafi aakela hoon
Fir bhi hoon keh deta chahiye nahi kisi ka saath
Zakhmon ko tere hum sehne rahe
Dard yuu panne pe behte rahe
Jaate jaate bas mera ek hi sawaal
Kya jhoothe the waade jo tune kiye
Galti thi meri ya tu bewafa
Bata de mujhe kya teri raza
Dil ko ab mere sukoon hi nahi
Kyun gairon ki galti pe bhugatna saza
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Lamhe yeh tham se gaye hain, hue tujhse jo rubaru
Ab jo tu samne hai, toh yeh dil mera khamosh kyun
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Ab tujhe yaad nahi main, na mujhe yaad hai tu
Baatein toh kaafi hai maani, na jaane kyun is baat ko maanti nahi rooh
Ab kaafi zyada main door hoon, nahi lagta yeh dil kisi se
Kholne ko khol du main saare hi raaz
Par rehti dabi woh andar ki cheezein
Hue jo kaafi hum door, na jaane tha kiska kasoor
Woh samjhe main kaafi mashhoor, par asal mein rehta main kaafi majboor
Main samajh se logo ki baar negative thoughts hain dil mein hazaar
Andar se kaafi aakela hoon
Fir bhi hoon keh deta chahiye nahi kisi ka saath
Zakhmon ko tere hum sehne rahe
Dard yuu panne pe behte rahe
Jaate jaate bas mera ek hi sawaal
Kya jhoothe the waade jo tune kiye
Galti thi meri ya tu bewafa
Bata de mujhe kya teri raza
Dil ko ab mere sukoon hi nahi
Kyun gairon ki galti pe bhugatna saza
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Yeh kaisi saza samajh na sake
Kya jhoothe the waade jo tune kiye?
Kyun milke na dekha tu meri taraf
Seh lenge zakhm jo tune diye
Credits
Writer(s): Shivam Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.