Kon Hai Tu
Poori Taaqat Poori Taaqat
Laata paisa ghar pe toh khushi ghurti hai
Ladka Roorkee se rakhta khabar dur ki mai
Han pasand tha usey Mera ek gaana shayad
Poori taaqat apne struggle mei khoobsorti hai
Han
Badi baat mere sath chal
Kya he bolu tujhe hadse hote rehte ajkal
Maine jabhi dhunda tujhe rakha ni koi maapdand
Hum group mei rehte chupke par in sync jaise mass bunk
Kon hai tu
Batana mujhe
Jo pata ni chale toh na jagana mujhe
Jo khud he ni seekha toh na sikhana mujhe
Jissey bacha firu usey na dikhana mujhe
Kon hai tu
Batana mujhe
Jo pata ni chale toh na jagana mujhe
Jo khud he ni seekha toh na sikhana mujhe
Jissey bacha firu usey na dikhana mujhe
Mai dil se na likhu toh tum batana mujhe
Mai dil se na likhu toh mera gaana fail hai
Mera scene poora kala safed hai
Ye speed aur akelepan ka na bht ganda mel hai
Par ye duniya bhi toh peedhit hai rey
Lagi aag apne seene mei ye mitti tel hai
Isi aag mei lu sath tere 700 phere
Poori taaqat apan fatenge tu likhit lele
Jabran beech mei aake gale pade saanp bathere
Toh leke chalne padte apne sath sapere
Mai deke aaya Ted talk ye awara kehre
Ghar ni rent pe dere
Judge karte scent se mere
Pooche abhi tak kyu hai tu bachelor
Mary jane he ghumati hai ye pendulum
I was really down bad what to tell u sir
Rehna lowkey tere sath ni hona popular, sun na love
Kon hai tu
Batana mujhe
Jo pata na chale toh na jagana mujhe

Credits
Writer(s): Aman Sagar, Frappe Ash
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.