Bairaagi
Mein jeet ke bhi haara, tu vo baazi hai
Kehdu vo zabaan jisme tu bhi raazi hai
Mein kehna chahu tu bhi sunle meri ek dafa
Tere saath guzaru vo ek shyaam honi baaki hai
Subah hui nahi jo meri uss raat se
Jo uss raat ki do alag hi kahaani hai
Zeher peeke mein jo khud betha hu aaj
Kehne ko toh mein bhi kehdu yeh bhi teri hi azaadi hai
Aaj rukja zara mujhko yeh batade tu
Bacha jo dard apna vo bhi ab jatade tu
Samet du jo aasu aaye tere chehre pe
Zara mein bhi muskuradu ek dafa jo kehde tu
Ab Jo dooba hu mein bhi kinn samundaro me
Chaand bhi sharma gaya jo teri khaamiyo se
Mera zakhm jo dikha nahi tujhe
Vo sirhaana bhi hai ab kho gaya meri inn kahaniyo me
Jo likhdu ek khat mein aakhri vo baat ka
Mila jo raato ko taaro ka bhi tha saath na
Dil pe haath rakh likhne jo betha hu
Kya ashkon se hi kardu ant humari yeh kitaab ka
Teri aakhon me mujhe bhi hai falak dikhe
Teri dehleez pe hai aaj bhi hum phir ruke
Mein hasske kehdu tujhko bhi tab alvida
Hassi ke saath agar mujhe teri ek jhalak dikhe
Tu jaanti hai sab, par tu maane na
Bana do aise duniya jisme hum bhi haare na
Mein puri karna chahu meri bhi yeh khwaishein
Par aasmaa me toot-te dikhe jo ab taare na
Dil me teri chaavi aaj bhi rakhi saji
Jo tunne kaha meine dekhi na koi kami
Safar bhi tay kiya tha meine yeh akela
Par na jaane tum kyu kehti meine koshishein kari nahi
Khuli fiza hai phir bhi saans kyu yeh aati nahi
Mein sheher aau phir bhi milne kyu bulati nahi
Hua laapata musafir teri khoj me
Jo pehle jaisi aashiqui tum bhi ab jatati nahi
Aaj jo hai hum door, yeh bhi toh ek hai saza
Na jaane waqt bhi kis mod pe hai ab ruka
Jo mil jao tum kabhi kissi bahane se
Aankon me dekh kehna chahu mein bhi tumko shukriya
Kaate pal meine bina tere sahaare ke
Anjaam bhi na badla jo kissi bahane se
Mein terlu harr vo gehra dariya bhi
Agar khade milo mujhe tum dusre kinaare pe
Oo bairagi zara ek dafa yeh baatein sun ja
Apni zindagi me thoda mere liye ruk ja
Jo hai fanah hum bhi iss bekhudi me
Chod de tu haath par Adhoore mere khwaab bun ja

Credits
Writer(s): Aryan Bidada
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.