Aaram

Aye mere dip sambhal
Thoda toh jakham ko bhar
Aye mere dip sambhal
Thoda toh jakham ko bhar
Kahaniyaan adhoorie rahi
Unse ab ye Doorie sahi
Hogya sa hogya
Ab thoda aaram kar
Rasta ye tera nahi
Ab thoda Aaram kar
Ab thoda Aaram kar

Pyar mane kagazon par tha likha
Likha reh gaya
Dhoondta raha dil tujhe par na dikha
Gum hogya
Alvida na keh saka dil
Khud se bas ye kehta raha
Kahaniyaan adhoorie rahi
Unse ab ye doorie sahi
Hogya so hogya
Ab thoda aaram kar
Rasta ye tera nahi
Ab thoda Aaram kar
Ab thoda Aaram kar



Credits
Writer(s): Dhruv Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link