Keh Bhi Na Sakaa (feat. Benjamin Lee)
Yaadon mein uljha, me kho gaya hu
Khwabon se mudke, yun khada hu
Tere yun jaane se, hu tanha me yaha
Raatein bhi meri, mujhse khafa hai
Kyun? narazgi, tujhse nahi, khud se hi hai
Kyun? bandagi, hai iss qadar, tujhse hi mein
Kya woh alvida hi tha, jo mai keh bhi na saka
Unn sooni si raaton ko, kyu seh bhi na saka
Kya woh alvida hi tha, adhoora sa jo reh gaya
Kyun tu laut na aaya, hoon sochta raha
Aksar kuch baaton, ka hi gham hai,
Ke tu aur mai phir, kyu na hum hai?
Kya unn tasveeron mei, tu simti si hai
Inn aansuon se, aankhein nam hai
Kyun? tanhayi hai, iss rooh ki, gehraai me
Kyun? Faasle, hai darmeyan, tere mere
Kya woh alvida hi tha, jo mai keh bhi na saka
Unn sooni si raaton ko, kyu seh bhi na saka?
Kya woh alvida hi tha, adhoora sa jo reh gaya
Kyun tu laut na aaya, hu sochta raha
Meri rooh ki darkhast, ke chand lafzon ki ye baat hai
Tera ishq, mayassar ho, fir bhale hi mere hisse toote khwaab hai
Aaj teri tasweeron ke saath bhi, meri ye aakhri mulaqat hai
Aur mere akelepan me, ghumshuda ik baat hai, jo mein, Keh bhi na sakaa

Credits
Writer(s): Aryaman Sethi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.