Somebody

Baato me teri me lapata
Na pata kabse khoye hosh mene
Ba khuda khwabsa dekhu tera mere sath me
Ankh se bolu kyuki ankh bole teri har zuban
Har dafa tera hi zikar mere saare
Dard bhare afsano me
Puche naam mera jude naam tera
Tere liye alag sa hisa hai mere dill ke ghere tekhano me

Tujhe chahu ya teri yaad ko?
Tu de rahat jese garmi me aayi barsat ho
Tujhe pakar mujhe hai khoya
Kar gayi andhera smjha jise siraj vo
Na tujhe na mujhe
Dosh diya halat ko jasbat ko
Mille us tarik ke din aur raat ko
Shyam bhi nahi aasman bhi vahi
Bas farak itna ki tu mere sath nahi
Me aaj bhi yahi atka hu
Jabki tune kardi shuruwat nayi
Pathar dill bolke pathar se tode hai
Tune is dill ke jasbat kayi
Vo chahta hoga tujhe per
Mere jitna pyaar kare uski aukad nahi

Baato me teri me lapata
Na pata kabse khoye hosh mene
Ba khuda khwabsa dekhu tera mere sath me
Ankh se bolu kyuki ankh bole teri har zuban
Har dafa tera hi zikar mere saare
Dard bhare afsano me
Puche naam mera jude naam tera
Tere liye alag sa hisa hai mere dill ke ghere tekhano me

Pucho ab mera esa haal kyu hai
Jin ankho ka rang tha gulabi ab vo laal kyu hai
Bewafa se wafa karne ka dard anjam kyu hai
Pyaar me logo ne tudwae hai dill
Nape jahan ginne hai taare
Tode hai chand
Ashiq pareshan
Aur tum pucho khali aasman kyu hai?

Baato me teri me lapata
Na pata kabse khoye hosh mene
Ba khuda khwabsa dekhu tera mere sath me
Ankh se bolu kyuki ankh bole teri har zuban
Har dafa tera hi zikar mere saare
Dard bhare afsano me
Puche naam mera jude naam tera
Tere liye alag sa hisa hai mere dill ke ghere tekhano me



Credits
Writer(s): Daksh Choudhary
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link