Nikat (From "Kill")

Hmm, jhooth hoga jo main naa kahun
"Pyaar mein, pyaar mein, main"
Hmm, ruth ke bhi main teri rahun
Pyaar mein main rahun

Naa jane kab tera hua asar, beliya
Dagar teri aawe, yeh jiya nidar, beliya

Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan

Bachne ka koyi naa aasaar ve
Jhhalli ho gayi, jhhalli ho gayi tere pyaar mein
Dil-lagi nahin hain mere yaar, ye
Sacchi sacchi, ishq sacchi, beshumaar ve

Naam jude yeh, tera hi mujhse
Main kahun, aur kya

Naa jane kab tera hua asar, beliya
Dagar teri aawe, yeh jiya nidar, beliya

Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan
Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan
Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan
Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan

Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan
Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan
Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan
Nikat tere aaiyaan, sajan laaiyaan-laaiyaan

Credits
Writer(s): Siddhant Kaushal, Gavin Pereira, Haroon Abdul Rashid
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link