Dam Bhar Jo Udhar Munh Phere

Dam-bhar jo udhar munh phere...

Dam-bhar jo udhar munh phere, oh, chanda
Main unse pyaar kar loongi, baatein hazaar kar loongi
Dam-bhar jo udhar munh phere, oh, chanda
Main unse pyaar kar loonga, baatein hazaar kar loongi

Dil karta hai pyaar ke sajde
Dil karta hai pyaar ke sajde
Aur main bhi unke saath
Chaand ko chanda roz hi dekhe
Meri pehli raat, ho, meri pehli raat

Badal mein ab chhup ja re, oh, chanda
Main unse pyaar kar loongi, baatein hazaar kar loongi

Dam-bhar jo idhar munh phere...
Dam-bhar jo idhar munh phere, oh, chanda
Main unse pyaar kar loonga, nazrein toh chaar kar loonga

Main chor hoon, kaam hai chori
Main chor hoon, kaam hai chori
Duniya mein hoon badnaam
Dil ko churata aaya hoon main
Yahi mera kaam, ho, yahi mera kaam

Aana tu gawahi dene, oh, chanda
Main unse pyaar kar loonga, nazrein to chaar kar loonga

Dil ko chura ke kho mat jaana
Dil ko chura ke kho mat jaana
Raah na jaana bhool
In qadmon se kuchal na dena
Mere dil ka phool, ho, mere dil ka phool

Yeh baat unhein samjha de, oh, chanda
Main unse pyaar kar loongi, baatein hazaar kar loongi
Dam-bhar jo idhar munh phere, oh, chanda
Main unse pyaar kar loonga, nazrein toh chaar kar loonga

Dam-bhar jo udhar munh phere...



Credits
Writer(s): Singh Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link