Thandi Hawa Kali Ghata
Thandi hawa, kaali ghata aa hi gayi jhoom ke
Pyaar liye dole hansi, naachein jiya ghoom ke
(Thandi hawa, kaali ghata aa hi gayi jhoom ke)
(Pyaar liye dole hansi, naachein jiya ghoom ke)
Baithi thi chupchaap yun hi dil ki kali chun ke main

Dil ne ye kya baat kahi, reh na saki sun ke main
Main jo chali...
Main jo chali, dil ne kaha, "Aur jara jhoom ke"
Pyaar liye dole hansi, naachein jiya ghum ke

Aaj to main apni chhabi dekh ke sharma gayi

Jaane ye kya soch rahi thi ki hansi aa gayi
Laut gayi...
Laut gayi zulf meri honth mera choom ke

Dil ka har ek taar hila, chhidne lagi raagni

Kajra bhare nain liye, banke chalu kaamini
Kah do koi...
Kah do koi aj ghata barase jra dhum se

Credits
Writer(s): Onkar Prasad Nayyar, Majrooh Sultanpuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Chal Diye Bande Nawaz
- Ab To Jee Hone Laga
- Meri Duniya Loot Rahi Thi
- Preetam Aan Milo
- Jane Kahan Mera Jigar Gaya Ji
- Thandi Hawa Kali Ghata
- Udhar Tum Hasin Ho
- Ae Ji Dil Par Hua Aisa Jadoo
- Neele Aasmani
All Album Tracks: Mr. And Mrs. 55 (Original Motion Picture Soundtrack) >
Altri album
- Gareeb Janke Hamko (Million Jhankar Beats) - Single
- Babuji Dheere Chalna (Million Jhankar Beats) - Single
- Rimjhim Ke Tarane (Monsoon Jhankar) - Single
- Jane Kahan Mera Jigar Gaya Ji (Boom Bam Mix) - Single
- Aye Dil Hai Mushkil Jeena Yahan (Lofi Mix) - Single
- Thandi Hawa Kali Ghata (Chill Trap Mix) - Single
- Piya Aiso Jiya Mein (Chill Trap Mix) - Single
- Jata Kahan Hai Diwane (Lofi) - Single
- Jata Kahan Hai Diwane (Jhankar Beats) - Single
- Hoon Abhi Main Jawan (Jhankar Beats) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.