SAZA

Tujh sa na lagta koi, mujhe na janchta koi
Aise na rootha kar mujhse tu bewajah
Haq toh jatane de, qareeb tu aane de
Hai ishq yeh tujhse itna, kar dein khud ko fana

Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko saza)
Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko saza)
Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko saza)
Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko saza)

Teri inn aankhon mein yeh jo nami hai
Zara inko chhupane de
Mana ki mujh mein hi thodi kami hai
Par haal batane de

Dekhein jo teri adaayein, khwaabon mein doobte jaayein
Nazron se kaise bachaayein? Kis-kis se ladein?
Baatein yeh teri lubhaaye, husn bhi jaadoo chalaaye
Tere ishaare pe ghayal woh aashiq hazaaron toh kyun na hum jalein?

Tujh sa na lagta koi, dil ko na janchta koi
Aise na rootha kar mujhse tu bewajah
Haq toh jatane de, qareeb tu aane de
Hai ishq yeh tujhse itna, kar doon khud ko fana

Tu dena mujhko saza
Tu dena mujhko saza (tu dena...)
Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko saza)
Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko...)

Ab kyun meri baatein tu karti nahin?
Main itna door hua kaise? (Door hua kaise?)
Ab meri yaad mein aahein bharti kaise? (Kaise?)

Main tera sajda karoon shaam-o-seher
Nazrein lagti ho aise, phir na milein hum jaise
Koi janchta nahin meri iss umr par
Meri jaane lagi ab hai jaan, haaye

Koi keh dena unse yahaan
Intezaar uska karta raha
Tu maange toh jaan de doon, apna jahaan de doon (jahaan de doon)
Bas keh dena mujhse, aana kab aur kahaan

Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko saza)
Tu dena mujhko saza (tu dena mujhko saza)
Tu dena mujhko saza (saza, tu dena mujhko saza)
Tu dena mujhko saza (saza, tu dena mujhko saza)



Credits
Writer(s): Dhyani Hemant, King
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link