Toxicity
Aankhein tumse churaye kaise
Dhyaan tumse hataye kaise
Bani raakh bhi jale the aise
Rang chadha hai utare kaise
Raatein bejaan si chodh ke
Ghar jo chali hai mujhse muh mud ke
Rakhi meine shaam sambhaal ke
Khaab jo sajaye vo bhi aake tu Tod de
Kehta gaya tujhe mera dil
Mujhme hi khoya mein usko ko tu dhundh de
Tooti jo dor vo sikhaye
Rishton ki murat ni banti hai Jhooth se
Hmmm
Tujhko samjh aaye na
Shaamo me dhal jaayega
Tere bina banke mashhoor mein firta rahu
Pasand mujhe koi aaye na
Iss suroor me fass jaaye na
Tanhai me chad jaayega
Tere fitoor me kuch aise range kabhi hum bhi nikal paaye na
Toh leja mera dil mujhse
Yeh jaan mujhse
Samjh mujhe aaye na saza
Bholu mein teri Parchai na
Asar jaaye na
Zara karde mujhe bhi riha
Yeh raatein hai gawah
Mein yaadon me bhatka kaha
Na hosh hai zara
Teri baaton me uljha raha
Kasoor mera
Teri aag me jalta raha
Tu gam de hata
Mil jaayegi sabko saza
Toote sajake rakhe jo taare
Sar pe chade hain mere kash saare
Dekhe meine waqt kahi saare, kahi hum jaare
Kaise bhole tumhe jab hum haare
Thode se tum begaane
Thode se tere dewaane
Saari ye zaahir se baatein
Jab peeche nahi aati hai ye yaadein satane
Nahi aare
Toh kahi nahi jaare
Ab Tere hi baare
Yeh Aakhon ki dhaarein
Aasan hote kitne bahane
Chodh de dene tu bhi taane
Ya toh apna banale
Ya hum door kahi jaare
Toh leja mera dil mujhse
Yeh jaan mujhse
Samjh mujhe aaye na saza
Bholu mein teri Parchai na
Asar jaaye na
Zara karde mujhe bhi riha
Yeh raatein hai gawah
Mein yaadon me bhatka kaha
Na hosh hai zara
Teri baaton me uljha raha
Kasoor mera
Teri aag me jalta raha
Tu gam de hata
Mil jaayegi sabko saza
Dhyaan tumse hataye kaise
Bani raakh bhi jale the aise
Rang chadha hai utare kaise
Raatein bejaan si chodh ke
Ghar jo chali hai mujhse muh mud ke
Rakhi meine shaam sambhaal ke
Khaab jo sajaye vo bhi aake tu Tod de
Kehta gaya tujhe mera dil
Mujhme hi khoya mein usko ko tu dhundh de
Tooti jo dor vo sikhaye
Rishton ki murat ni banti hai Jhooth se
Hmmm
Tujhko samjh aaye na
Shaamo me dhal jaayega
Tere bina banke mashhoor mein firta rahu
Pasand mujhe koi aaye na
Iss suroor me fass jaaye na
Tanhai me chad jaayega
Tere fitoor me kuch aise range kabhi hum bhi nikal paaye na
Toh leja mera dil mujhse
Yeh jaan mujhse
Samjh mujhe aaye na saza
Bholu mein teri Parchai na
Asar jaaye na
Zara karde mujhe bhi riha
Yeh raatein hai gawah
Mein yaadon me bhatka kaha
Na hosh hai zara
Teri baaton me uljha raha
Kasoor mera
Teri aag me jalta raha
Tu gam de hata
Mil jaayegi sabko saza
Toote sajake rakhe jo taare
Sar pe chade hain mere kash saare
Dekhe meine waqt kahi saare, kahi hum jaare
Kaise bhole tumhe jab hum haare
Thode se tum begaane
Thode se tere dewaane
Saari ye zaahir se baatein
Jab peeche nahi aati hai ye yaadein satane
Nahi aare
Toh kahi nahi jaare
Ab Tere hi baare
Yeh Aakhon ki dhaarein
Aasan hote kitne bahane
Chodh de dene tu bhi taane
Ya toh apna banale
Ya hum door kahi jaare
Toh leja mera dil mujhse
Yeh jaan mujhse
Samjh mujhe aaye na saza
Bholu mein teri Parchai na
Asar jaaye na
Zara karde mujhe bhi riha
Yeh raatein hai gawah
Mein yaadon me bhatka kaha
Na hosh hai zara
Teri baaton me uljha raha
Kasoor mera
Teri aag me jalta raha
Tu gam de hata
Mil jaayegi sabko saza
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.