Aa Ja Aa Ja Mere Paas

Aaja aaja naa

Yahaan dekhanevaala
Sunanevaala
Koyi nahin hai
Bas main aur too

Na na na jaa aaja mere paas
Ya ya ya main chali aaoon tere paas
Ye tanhai haay haay main aur too
Na na na jaa aaja mere paas
Ya ya ya main chali aaoon tere paas
Ye tanhai haay haay main aur too

Ya main hoon, ya too hai, ya hai ye kaali raat
Ya main hoon, ya too hai, ya hai ye kaali raat
Akele aa sunale ab dodano dil kee baath
Ya main hoon ya too hai ya hai ye kaali raat
Muje beqaraar kar
Thoda sa to pyaar kar
Ye hai mere dil kee aarazu

Na na na jaa aaja mere paas
Ya ya ya main chali aaoon tere paas
Ye tanhai haay haay main aur too

Naa sochaa
Naa samajh
Naa dekha
Naa jaanaa
Naa sochaa
Naa samajh
Naa dekha
Naa jaanaa
Naa galti pe galti too kaisa deewaanaa
Naa sochaa, naa samajh, naa dekha, na jaanaa
Main bhee aankhe churlu
Tujhse daaman chhuda loon
Lekin kya karoon main
I love you

Na na na jaa aaja mere paas
Ya ya ya main chali aaoon tere paas
Ye tanhai haay haay main aur too



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link