smile
Tou chal ab muskura dey
Ese rou kar dil halka ho ya na ho, ab kia pata hai?
Zindagi ko gale se lagalay
Ye pal beet kar nahi ayenge wapis, humein ye pata hai
Mushkil hai beshak zindagi, par thora sa muskura ley
Tu mujhe pareshan si lagay
Apnay he ghar may mehmaan si lagay
Parhoon tujhe, tu imtehaan si lagay
Kabhi tu itni khush kay itmenaan bhi rahay
Tu khuaab dekhti hai ab kyu tol tol kar?
I know wo tera boy hai, but he fucks around with others
Aur tu thak gai hai usse ye sab bol bol kar
Tu paani peeti sharaabon mein ghol ghol kar
Dekh baarish tu, khuda ki qudrat boond boond par
Zamana dekh ai khushiyan dhoond dhoond kar
Tujhse baat karoon, jaan-e-man, main kis umoor par?
Tu khud hi ek mazmoon, ek fasana, ek ghazal
Kitaabi zameeni main rakhoon choom choom kar
Tu khuaab may tou nazar may nahi dur-dur tak
Jinko hai tu mayassar unko nahi teri qadar
Jinko nahi tu mayassar wo sirf tere muntazir
Par dil ko tum karna chhota zara bhi nahi
Ye meri iltija hai, mashwara he nahi
Tujhe lagta hai tujhe sab pata hai, meri jaan
Tu kitni khoobsurat, tujhe ye pata he nahi
Tu jo chahay karlay, tujhe rab ne di wo majaal
Tu sar uthakay saamna kar uthein jab sawaal
Tujhme hain sab jawab, karde sab ko la-jawab tu
Rab ki ek takhleeq tu, rab ka hai ek kamaal tu

Sach batao, kia tum humein pehchaantay ho?
Dua'on mein khuda se tum kia maangtay ho?
Kabhi dafna ke aye ho kisi apnay ko?
Kia mitti daal kar tum bhi haath jhaartay ho?
Mein kabhi nahi akela, but I'm always lonely
Mein chala hoon talaash may yahan sou-sou meel
I do this rap shit for my dead homies
Yaad rehgai hain baatein saari, what they told me
Tou meri tarah tu bhi kamar bandh
Zindagi ki mushkil'ein khud karni hain asaan
Aur jo abhi hua nahi uski fiqar kia karein
Ye aadatein ajeeb hain
Mein ese he tou nahi kehta na, insaan bhi kya cheez hai
Falak hai, zameen hai, beech may umeed hai
Khuda ki madad qareeb hai
So you just have to be strong
And, baby, we will see through this

Credits
Writer(s): Talha Anjum, Umair
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.