Raat
Ye jo raat hai, hai jo ye lamha
Rehna nahi ab mujhe ek pal bhi tanha
Ye jo raat hai, hai jo ye lamha
Rehna nahi ab mujhe ek pal bhi tanha
Gumshuda dil mera hai jee rha
Kya pta, tere paas ho uska pta
Main jo doob jaoon abhi teri in aankhon mein
Mujhe thaam loge zara? Itna bata do mujhe
Main jo doob jaoon abhi teri in baaton mein
Mujhe thaam loge zara? Itna bata do mujhe
Saath ho mere fir bhi na sang ho
Kya hai roke tujhe? Mujhse bhi keh do
Saath ho mere fir bhi na sang ho
Kya hai roke tujhe? Mujhse bhi keh do
Thoda sa mujhko abhi sukoon chahiye
Ab se har pahar, har ghadi tu chahiye
Main jo doob jaoon abhi teri in aankhon mein
Mujhe thaam loge zara? Itna bata do mujhe
Main jo doob jaoon abhi teri in baaton mein
Mujhe thaam loge zara? Itna bata do mujhe
Dil mera toota kai baar hai, qisse hamare bhi do-chaar hain
Baithoge jo fursat se to tumko sunayenge hum
Khaamoshiyon mein bhi aawaz hai, jaane chipaaye ye kya raaz hai
Poocha bohot to dil ne kaha, "yun na batayenge hum"

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.