Do Peher
Tumse mila main
Saansein meri gayi tham
Dhadhkan hai madham
Do peher jo mile hum
Thodi Thodi khamoshiyan
Thodi Thodi madhoshiyan
Iss lamhe mai sargoshiyan
Farmaishen bi teri yaha
Baatein kaise kare hum bayaan
Ke mil ke banaye alag aasmaan
Jisme behti afeemi hawa
Khulke jeene mai aaye maza
Teri nigaahon ki harkatein
Satati hai yun
Teri panahon ki khushbooyein
Bulati hai yun
Teri aankhon ki mastiyo main
Doobna chaahu main
Iss kahani ki dastan
Sunaunga main doob ke
Tumse kabhi bhi hona doori
Khwabon mai bhi h aahat teri
Dil Chaahe bas tu ho meri
Jaane bani kab tu duniya meri
Teri nigaahon ki harkatein
Satati hai yun
Teri panahon ki khushbooyein
Bulati hai yun
Tumse bas ho na doori
Khwaabon mai ahat teri
Dil Chaahe tu ho meri
Bann jao duniya meri
Baatein ho kaise poori
Chaahu main tu ho meri
Reh jaao dil mai meri
Ban ke tum Dhadhkan meri
Khwaabon bhi
Na ho doori
Tu ho meri
Duniya saari
Tujhse poori
Tum ho meri
Saansein meri gayi tham
Dhadhkan hai madham
Do peher jo mile hum
Thodi Thodi khamoshiyan
Thodi Thodi madhoshiyan
Iss lamhe mai sargoshiyan
Farmaishen bi teri yaha
Baatein kaise kare hum bayaan
Ke mil ke banaye alag aasmaan
Jisme behti afeemi hawa
Khulke jeene mai aaye maza
Teri nigaahon ki harkatein
Satati hai yun
Teri panahon ki khushbooyein
Bulati hai yun
Teri aankhon ki mastiyo main
Doobna chaahu main
Iss kahani ki dastan
Sunaunga main doob ke
Tumse kabhi bhi hona doori
Khwabon mai bhi h aahat teri
Dil Chaahe bas tu ho meri
Jaane bani kab tu duniya meri
Teri nigaahon ki harkatein
Satati hai yun
Teri panahon ki khushbooyein
Bulati hai yun
Tumse bas ho na doori
Khwaabon mai ahat teri
Dil Chaahe tu ho meri
Bann jao duniya meri
Baatein ho kaise poori
Chaahu main tu ho meri
Reh jaao dil mai meri
Ban ke tum Dhadhkan meri
Khwaabon bhi
Na ho doori
Tu ho meri
Duniya saari
Tujhse poori
Tum ho meri
Credits
Writer(s): Shubham Mehta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.