Tu Mila
Laad tere sehke mai adhoora kyu raha
Tera pyaar bhi toh mila
Magar jhoota kyu laga
Mere saath hai tu baithi, mera dil kyu nai laga
Aisa yaar meko mila, saath rehke bhi hai juda
Tera laad aisa. iska jaadu mujhpe jaadu kyu hua
Thay wafaa nahi. toh kyu ab yeh jhooti muskurahat
Har saza sehlete hai. par mujhe toh kyu mila
Tu mila toh lagi isse na badi koi saza
Raaton may taare na chamke
Aansu bahe jaise wajah rone ke ab kam thay
Tera mera jo bhi tha ab karu isko kaise mai bhula
Jo na chaha tha kabhi, ab meku waisa tu mila
Kho diya hu mai ab khudko
Khudko dhoondte phira
Shayad baakhi jo bhi tha mera
Tu saath legaya
Baithe waqt ke bharose pe ab mith jaaye gham
Intezaar kare kitna waqt na pad jaaye kam
Bekaraari aisi ke khudko na padh paaye hum
Mai izhaar hi nahi kiya, phir kyu tadpaaye tum

Rahi adhoori kyu humaari har baat
Zaroorat say zyada hai andheri raat
Jhutla de ab merko
Karde aisi baat
Tu hi jhooti, dekhke boldu teri saans
Saath tera mere hona na yeh aas rahe
Kaam kare aise mere na tum khaas rahe
Chaah kar bhi tujhe hum na maaf kare
Ghum mile terese itne na ab yaad rahe
Ghaflat may rahe odhe ek dusre ko jaise libaas
Matlab hi nai raha merse
Ho jaise toote kaanch
Nafrat hai ab itni dil may phir kyu yaad tum aaye aaj
Tadapne say koi nijaat dilaade aaj

Credits
Writer(s): Syed-khaja Jameeluddin
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.