Regrets
Ajj vi tu hi mujhko jachdi (haan-nn-nn)
Teri kami mujhko khalti
Tu chali gayi
Hai chodhke
Main tere layi bahar nai baitha ab
Tu aayi nai
Hai mudke
Main tere layi aankhein nai bharta ab
Main palat du kayenaat
Gar pata chala wapis aana tu chahti hai
Kyu puchu main baar-baar
Jab meri baatein tujhe pasand nahi aati hain
Tu aani thi
Tu aayi bhi
Tu chali gayi yaadein samake ab
Jo boli thi
Tu jaate hue
Un baaton ka matlab banate hum
Hum aaj bhi samajh nai pare hain
Kaise tum baaton ka matlab ghumari ho
Kya tum ye kehna bhi chahti thi
Ya sirf tum mere layi bahane maari ho
Main suna tha
Sab teri hi
Jab tu kinhi baaton mein khoyi thi
Main suna tha
Sab tabhi bhi
Jab teri ye aankhein bhi royi thi
Main kaise ye maan lu
Mere marne se tujhpe koi farq nai padta hai
Main meri bhi jaan lu
Mere marne se gar tera dil bhi bach sakta hai
Tu boli thi
Ki tujhe nahi
Hai zarurat ab mere is pyaar ki
Par aisa bhi
Tu boli nai
Ki zarurat nai tujhe is yaar ki
Main abhi bhi koshishein kar rha
Kisi tarah se to wapis tu aa jae
Main kabhi bhi jaane nai dunga fir
Kisi tarah se tu mujh mein sama jae
Ajj vi tu hi mujhko jachdi (haan-nn-nn)
Teri kami mujhko khalti
Maine judge bhi kiya hai tujhe izzat se
Maine pyaar bhi diya hai tujhe dil bhar ke
Maine hug bhi kiya hai tujhe kiss karke
Main roya hu tujhko miss karke
Teri life mein hum bhi ab fill karte
Tere liye feelings ko kill karte
Sab sahi ho sakta tha mil karke
Par tum ghar baith kar chill karte
Maine saaf bhi kiya hai sab spill karke
Tere lifestyle ko fulfill karke
Meri aankhon ko tujhpe still rakhke
Maine paya hai tujhko build karke
Tum gayi ho mujh mein guilt bharke
Tujhe paane ki kaamna still karte
Tum mil lena ek baar khil karke
Hum jod lenge dil ko sil karke
Ajj vi tu hi mujhko jachdi (haan-nn-nn)
Teri kami mujhko khalti
Teri kami mujhko khalti
Tu chali gayi
Hai chodhke
Main tere layi bahar nai baitha ab
Tu aayi nai
Hai mudke
Main tere layi aankhein nai bharta ab
Main palat du kayenaat
Gar pata chala wapis aana tu chahti hai
Kyu puchu main baar-baar
Jab meri baatein tujhe pasand nahi aati hain
Tu aani thi
Tu aayi bhi
Tu chali gayi yaadein samake ab
Jo boli thi
Tu jaate hue
Un baaton ka matlab banate hum
Hum aaj bhi samajh nai pare hain
Kaise tum baaton ka matlab ghumari ho
Kya tum ye kehna bhi chahti thi
Ya sirf tum mere layi bahane maari ho
Main suna tha
Sab teri hi
Jab tu kinhi baaton mein khoyi thi
Main suna tha
Sab tabhi bhi
Jab teri ye aankhein bhi royi thi
Main kaise ye maan lu
Mere marne se tujhpe koi farq nai padta hai
Main meri bhi jaan lu
Mere marne se gar tera dil bhi bach sakta hai
Tu boli thi
Ki tujhe nahi
Hai zarurat ab mere is pyaar ki
Par aisa bhi
Tu boli nai
Ki zarurat nai tujhe is yaar ki
Main abhi bhi koshishein kar rha
Kisi tarah se to wapis tu aa jae
Main kabhi bhi jaane nai dunga fir
Kisi tarah se tu mujh mein sama jae
Ajj vi tu hi mujhko jachdi (haan-nn-nn)
Teri kami mujhko khalti
Maine judge bhi kiya hai tujhe izzat se
Maine pyaar bhi diya hai tujhe dil bhar ke
Maine hug bhi kiya hai tujhe kiss karke
Main roya hu tujhko miss karke
Teri life mein hum bhi ab fill karte
Tere liye feelings ko kill karte
Sab sahi ho sakta tha mil karke
Par tum ghar baith kar chill karte
Maine saaf bhi kiya hai sab spill karke
Tere lifestyle ko fulfill karke
Meri aankhon ko tujhpe still rakhke
Maine paya hai tujhko build karke
Tum gayi ho mujh mein guilt bharke
Tujhe paane ki kaamna still karte
Tum mil lena ek baar khil karke
Hum jod lenge dil ko sil karke
Ajj vi tu hi mujhko jachdi (haan-nn-nn)
Teri kami mujhko khalti
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.