Raahaan Takeyaan
Teri yaad aa gayi, mujhko tadpa gayi
Ek lamhe mein kayi khwaab dikhla gayi
Ho, teri yaad aa gayi, mujhko tadpa gayi
Ek lamhe mein kayi khwaab dikhla gayi
Ho, jab se gaye ho
Din beete na ratiyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Oh, tere bin ek pal kahin chain aaye nahin
Piya, bin tere ab kahin jiya jaaye nahin
Saunh Rabb di, main maahi tainu vekhe bina
Mar jaavaan, main te mar jaavaan
Mera jeena tere vaaste
Mera marna tere vaaste
Teri ore hi ab jaate hain
Meri galiyaan, mere raaste
Ho, kaisi majbooriyaan ho gayi?
Darmiyaan dooriyaan ho gayi
Dooba jo tere ishq mein, haaye
Meri toh duniya kho gayi
Ho, jab se gaye ho
Din beete na ratiyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Har pal ab tera naam hai
Teri subah, teri shaam hai
Tere daras ki pyaas hai
Ab na kahin aaram hai
Ho, na jaane ho gayi kya khata
Mujhse mera rabb hai khafa
Haar ke tere ishq se, haaye
Jaana ke tu hai bewafa
Ho, jab se gaye ho
Din beete na ratiyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Oh, tere bin ek pal kahin chain aaye nahin
Piya, bin tere ab kahin jiya jaaye nahin
Saunh Rabb di, main maahi tainu vekhe bina
Mar jaavaan, main te mar jaavaan
Tere bin ek pal kahin chain aaye nahin
Piya, bin tere ab kahin jiya jaaye nahin
Saunh Rabb di, main maahi tainu vekhe bina
Mar jaavaan, main te mar jaavaan
Ek lamhe mein kayi khwaab dikhla gayi
Ho, teri yaad aa gayi, mujhko tadpa gayi
Ek lamhe mein kayi khwaab dikhla gayi
Ho, jab se gaye ho
Din beete na ratiyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Oh, tere bin ek pal kahin chain aaye nahin
Piya, bin tere ab kahin jiya jaaye nahin
Saunh Rabb di, main maahi tainu vekhe bina
Mar jaavaan, main te mar jaavaan
Mera jeena tere vaaste
Mera marna tere vaaste
Teri ore hi ab jaate hain
Meri galiyaan, mere raaste
Ho, kaisi majbooriyaan ho gayi?
Darmiyaan dooriyaan ho gayi
Dooba jo tere ishq mein, haaye
Meri toh duniya kho gayi
Ho, jab se gaye ho
Din beete na ratiyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Har pal ab tera naam hai
Teri subah, teri shaam hai
Tere daras ki pyaas hai
Ab na kahin aaram hai
Ho, na jaane ho gayi kya khata
Mujhse mera rabb hai khafa
Haar ke tere ishq se, haaye
Jaana ke tu hai bewafa
Ho, jab se gaye ho
Din beete na ratiyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Main teri raahaan takeyaan ve
Oh, tere bin ek pal kahin chain aaye nahin
Piya, bin tere ab kahin jiya jaaye nahin
Saunh Rabb di, main maahi tainu vekhe bina
Mar jaavaan, main te mar jaavaan
Tere bin ek pal kahin chain aaye nahin
Piya, bin tere ab kahin jiya jaaye nahin
Saunh Rabb di, main maahi tainu vekhe bina
Mar jaavaan, main te mar jaavaan
Credits
Writer(s): Prini Siddhant Madhav, Sameer Anjaan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Altri album
- Pyaar Ki Baarish Lofi Flip
- Raahaan Takeyaan - Single
- Shedin Dekha Hoyechhilo - Lofi - Single
- Janaabe Ali (Jhankar Beats) - Single
- Wanted (Original Motion Picture Soundtrack) - EP
- Bann Ja Deewana
- Khuleaam Ishq (feat. Vishal Phale & Bunny) - Single
- Naina Chhalke
- Bheegey Hont (Super Jhankar Beats) - Single
- Maathu Muridhe (Lofi Flip) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.