Dil Ka Aaina
Tum ko tumhin se churaya hai
Aaina dil ka banaya hai
Tum ko tumhin se churaya hai
Aaina dil ka banaya hai
Tab kahin ja ke meri bechainiyon ko
Chain aaya hai, chain aaya hai
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Tu hi tu rahe mere roo-ba-roo
Hai faqat yahi meri aarzoo
Tu hi tu rahe mere roo-ba-roo
Hai faqat yahi meri aarzoo
Aa bhi ja meri aaghosh mein
Shor hai qalb-e-khamosh mein
Hmm, teri zulfein sanwaar doon
Jee-bhar ke pyaar doon
Maine jo manga duaon mein
Tu hi toh woh sarmaaya hai
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Tera hi tera aks hai har jagah
Jadoo hai koyi ya hai mojiza?
Tera hi tera aks hai har jagah
Jadoo hai koyi ya hai mojiza?
Hmm, bekhudi se bhara yeh safar
Arz karne lagi rehguzar
Yeh jo mujh pe taari hai
Teri ishq khumari hai
Rabb ne kiya jo ata mujhko
Tu hi toh woh humsaaya hai
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Aaina dil ka banaya hai
Tum ko tumhin se churaya hai
Aaina dil ka banaya hai
Tab kahin ja ke meri bechainiyon ko
Chain aaya hai, chain aaya hai
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Tu hi tu rahe mere roo-ba-roo
Hai faqat yahi meri aarzoo
Tu hi tu rahe mere roo-ba-roo
Hai faqat yahi meri aarzoo
Aa bhi ja meri aaghosh mein
Shor hai qalb-e-khamosh mein
Hmm, teri zulfein sanwaar doon
Jee-bhar ke pyaar doon
Maine jo manga duaon mein
Tu hi toh woh sarmaaya hai
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Tera hi tera aks hai har jagah
Jadoo hai koyi ya hai mojiza?
Tera hi tera aks hai har jagah
Jadoo hai koyi ya hai mojiza?
Hmm, bekhudi se bhara yeh safar
Arz karne lagi rehguzar
Yeh jo mujh pe taari hai
Teri ishq khumari hai
Rabb ne kiya jo ata mujhko
Tu hi toh woh humsaaya hai
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Nawaazish, karam, shukriya-shukriya
Naseebon se tujhko pa liya
Credits
Writer(s): Rafiq Raja
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Altri album
- Aabhas Tuza - Single
- Sammaan
- Peelings (From "Pushpa 2 The Rule") - HINDI - Single
- Dhinna Dhinna - Single
- Shringaar - Single
- Ek Pal Ki Kya Yeh Zindagi (feat. Sarbarish Majumder) - Single
- ISHQ KI SYAAHI (feat. SHWETA SINGH SHREYA & MANISH SINGH MANI) - Single
- Dil Nisaar Hua
- Gora Rang
- Thappu Thanda (Chill Club) - Single
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.