Ailaan Hai Freestyle (Deluxe Edition)
Tujhko dekha nahi koi kitne saalo se
Uljhe sawalo mein, bas thehri tu kitabon mein
Ab dekhi hai jo zindagi tune bhi khwabo mein
Uske liye tu chal padi hai kaanto ki inn raahon pe
Aage jeet jab mile toh papa khush hain
Maa bhi bole tujhe tu hi sabse upar
Apne mulayam si haathon se khilaye tujhe
Kahe ki tu hogi parivar ki ek doctor
Paanch saal mein paanch din ki chutti nahi
Kinte raatein tu bitayi khayi roti nahi
Maa ka phone na utha paati tu har roz
Padhti hai tu poori raat, par tu soti nai
Padhti rehti hai paach saal ke baad bhi
Tu likhne ko exams jiska paper hoga leak har baar
Ki tarah tu lagan se padhe, aage hi badhe, toh fir mile jeet
Har din, kitabe aur mareez
Aise hi, yeh umar gayi beet
Raaton ko tu soyegi kahan
Na jagah hai koi jahan pe hogi yahan neend
Aankhen band kahin sone ki tu koshish kare
Toh tujhe nochne ko aajayegi bheed
Tere liye yeh layak nahi duniya
Yahan pe sune nahi koi teri cheekh
Haan, hathiyar le
Tu darr na kisi se
Ab yeh war ki ailaan hai
Tu taiyaar reh
Haiwaanon ka vinaash
Hoga tere hi haath se
Na lad se
Dimaag ke mareez hain
Manenge talwaar se
Hathiyar se
Hathiyar se
Hathiyaar le
Tu darr na kisi se
Ab yeh war ki ailaan hai
Tu taiyaar reh
Haiwaanon ka vinaash
Hoga tere hi haath se
Na lad se
Dimaag ke mareez hain
Manenge talwaar se
Hathiyar se
Hathiyar se
Tu kaisa insaan, agar tujhme insaaniyat nahi hai
Aur kitni keemat hai teri jaan, agar tujhme insaaniyat nahi hai
Uljhe sawalo mein, bas thehri tu kitabon mein
Ab dekhi hai jo zindagi tune bhi khwabo mein
Uske liye tu chal padi hai kaanto ki inn raahon pe
Aage jeet jab mile toh papa khush hain
Maa bhi bole tujhe tu hi sabse upar
Apne mulayam si haathon se khilaye tujhe
Kahe ki tu hogi parivar ki ek doctor
Paanch saal mein paanch din ki chutti nahi
Kinte raatein tu bitayi khayi roti nahi
Maa ka phone na utha paati tu har roz
Padhti hai tu poori raat, par tu soti nai
Padhti rehti hai paach saal ke baad bhi
Tu likhne ko exams jiska paper hoga leak har baar
Ki tarah tu lagan se padhe, aage hi badhe, toh fir mile jeet
Har din, kitabe aur mareez
Aise hi, yeh umar gayi beet
Raaton ko tu soyegi kahan
Na jagah hai koi jahan pe hogi yahan neend
Aankhen band kahin sone ki tu koshish kare
Toh tujhe nochne ko aajayegi bheed
Tere liye yeh layak nahi duniya
Yahan pe sune nahi koi teri cheekh
Haan, hathiyar le
Tu darr na kisi se
Ab yeh war ki ailaan hai
Tu taiyaar reh
Haiwaanon ka vinaash
Hoga tere hi haath se
Na lad se
Dimaag ke mareez hain
Manenge talwaar se
Hathiyar se
Hathiyar se
Hathiyaar le
Tu darr na kisi se
Ab yeh war ki ailaan hai
Tu taiyaar reh
Haiwaanon ka vinaash
Hoga tere hi haath se
Na lad se
Dimaag ke mareez hain
Manenge talwaar se
Hathiyar se
Hathiyar se
Tu kaisa insaan, agar tujhme insaaniyat nahi hai
Aur kitni keemat hai teri jaan, agar tujhme insaaniyat nahi hai
Credits
Writer(s): Satyam Badapanda
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.