Dil Wali Kothi (From "Mel Karade Rabba")
(Tere aage-peechhe, aage-peechhe)
(Aage-peechhe, aage-peechhe)
Tere aage-peechhe, aage-peechhe deewanon ke phere
(Door-door kyun, door-door kyun...)
(Door-door kyun, door-door kyun...)
Door-door kyun jaaye tu? Arey, aaja paas mere
Tu rang ki gori, roop tijori
Tu rang ki gori, roop tijori
Kar na le koi dil ki chori meri sarkaar ki
Mujhe dil waali kothi ka tum rakh lo pehredaar ji

Naaz tere 40 hain toh nakhre 84 ji
Haaye, nakhre 84 ji
Naaz tere 40 hain toh nakhre 84 ji
Time leke Rabb ne ye moorat tarashi ji
Haaye, moorat tarashi ji
Aa, main de doon tujhe salaami
Aa, main de doon tujhe salaami
Har pal teri karoon gulaami banke sevadaar ji

Tujh jaise dekhe maine mukhde bathere ji
Haaye, mukhde bathere ji

Tujhe dekhte hi hum toh ho gaye the tere ji
Haaye, ho gaye the tere ji
Tere bin mujhe chain na milta
Tere bin mujhe chain na milta
Sach kehta hoon
Tere dil ka main hi haqdaar ji

Credits
Writer(s): Jaidev Kumar, Rakesh Kumar Pal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Dil Wali Kothi (From "Mel Karade Rabba") >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.