LAAPATA

Main laapata
Hu raste naapta
Na naam hai na pata
Main laapata
Na manzil na makaan
Musafir khamakha

Main laapata
Kaha dooba main raha?
Kahi dhunda na mila ye
Main laapata
Kuch pal rakhe sambhaal ke

Mujhko bhi kandha tu de ek baar
Saath soye ek raat
Kabhi tu mere bhi aasu poch
Chodh, matlabi insaan hai
2 din paas ho, toh 4 din door
Wo 4 din kaha tu?
Buri meri aadat, mera sukoon
Tu matlabi manzoor

Main laapata
Kaha dooba main raha?
Kahi dhunda na mila ye
Main laapata
Kuch pal rakhe sambhaal ke

Main laapata
Hu raste naapta
Na naam hai na pata
Main laapata
Na manzil na makaan
Musafir khamakha

Ek baar aaja saath mere baith
Mujhe khudse mila, thoda paas mere reh
Khada khudke khilaaf yaha, paas mere aeb
Main tujhse mila, laapata mere mein, main
Main tujhse mila, laapata mere mein
Mila khudka mujhe pata tere mein
Mila khudka mujhe pata

Main laapata
Kaha dooba main raha?
Kahi dhunda na mila ye
Main laapata
Kuch pal rakhe sambhaal ke
(Tabhi toh ye aeb aur rap bas khaas)



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link