Mumbai Hustle
Mumbai
Paisa-paisa-paisa-paisa-paisa (yeah!)
Hustle, hustle hai ye, hustle, hustle
Saala, Mumbai shehar achchhe-achchhon ko deta masal
Hustle, hustle hai ye, hustle, hustle
Sapno ki nagri, ye chhode na koi kasar
Hustle, hustle hai ye, hustle, hustle
Saala, Mumbai shehar achchhe-achchhon ko deta masal
Hustle, hustle hai ye, hustle, hustle
Sapno ki nagri, ye chhode na koi kasar
Kaali-peeli khadi bahar, tu haath de
Meter down, chal, raste naap le
Daude samay yahaan, sabr se kaam le
Aankhon ye zyaada sadkon pe sapne, jaan le
Aasmaanon pe nazar, pair rakhe kidhar?
Jidhar rakha pair, udhar se hi shuru safar
Kitne aaye, kitne gaye, kaun rakhega hisaab
Kyuki saare jaante nahi, yaar, tera struggle
Local mein dhakke nahi, dhadkan mein local hai
Shor nahi, madhur sangeet, ye vocal hai
Paani ye gehra, ye keh rha, "Tu rukna mat"
Sea Link se nazar maar, shehar ye global hai
Local mein dhakke nahi, dhadkan mein local hai
Shor nahi, madhur sangeet, ye vocal hai
Paani ye gehra, ye keh rha, "Tu rukna mat"
Sea Link se nazar maar, shehar ye global hai (yeah!)
Aye, aye, aye!

Dil mein khauf se zyaada zimmedaariyaan
Jo jee raha vo sach, baaki ye kahaaniyaan
Sir utha ke kiya kandhe mazboot
Aazmaana tha jinhone, unhone bhi aazmaa liya
Zindagi se sikhe zindagi ko padh ke
Zindagi se jeete zindagi se lad ke
Khoje nahi, hum khod lete raaste
Bhaari-bharkam yahaan sapno ke baste
To maan meri jaan, hai Mumbai thoda khaas
Rickshaw se Rover, hai sabko hi aas
Kal hoga behtar, ye dete likh kar
Paani kaafi hai, par hari pat'ti ki pyaas
To maan meri jaan, ye Mumbai thoda khaas hai
Rickshaw se Rover, yahaan sabko hi aas hai
Kal hoga behtar, ye dete likh kar (yeah!)
Paani kaafi hai, par hari pat'ti ki pyaas hai

Credits
Writer(s): Mantri Shravan, Khushlani Karan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.