Chal Diye Tum Kahan (Original Motion Picture Soundtrack)
(Stand tall, how do we talkin' to a mirror?)
(Du, du, du-du-du-du, du, du)
(Baby, you're mockin')
(Baby, you're callin')
(Stop!)
(Fuckin' through this dread)
(Stand tall, how do we talkin' to a mirror?)
(Du, du, du-du-du-du, du, du)
(Baby, you're mockin')
(Baby, you're callin')
(Stop!)
(Fuckin' through this dread)
Chal diye tum kahaan pe? Dekho yahaan aa ke
Raaston mein hi dil kho raha hai
Chal diye tum kahaan pe? Dekho muskura ke
Aankhon mein hi dil kho raha hai
Ek umeed ek pyaar ki nazar mein kho gayi
Ek zindagi thak-haar ke qabar mein so gayi
Ek raat thi jo hisse mein aayi thi ab magar
Tumse mili toh woh mujhse be-khabar si ho gayi
Ek umeed tujhse thi judi aur aaya tu nahin
Khwaab tha mera toh phir mujhe jagaaya kyun nahin?
Itne gham jo mil rahe hain mujhko, iski kya wajah hai?
Maine to kabhi tumhaara dil dukhaaya bhi nahin
Dil dukhaaya jab nahin hai, to hai khud se kyun khafa?
Us umeed, us pyaar ki nazar mein thi wafa
Teri zindagi to so gayi par meri ro rahi hai
Meri raatein mujhse raazi hain par din hai bewafa
Ek umeed teri mujhse thi judi, yeh maan li
Jaagi khwaab se toh haqiqat ne meri jaan li
Tum mujhko to pukaaro, sirf mera naam lo
Aao, meri jaanib, aake mera haath thaam lo
Ke ab nahin hai waadon par yaqeen
Tum bhi woh nahin ho aur hum bhi woh nahin
Ke kyun nahin hai teri woh hasi?
Main to ro raha hoon, tu to ro nahin

Kamron mein safhe mere yeh phailey hi rahenge
Khwaab aankhon main bas tere hi rahenge
Tujhse dooriyaan ho jitni bhi bhale
Hum tere hi the, tere hi hain, tere hi rahenge
Sawaal zindagi thi, tum jawaab ho gaye ho
Dekhte hi dekhte tum khwaab ho gaye ho
Sochta tha, bhool jaaunga tujhe
Par bhool-bhool ke tum meri yaad ho gaye ho
Kaash ke tum samajh paati mere pyaar ko
Dil ko apne faisle ka ikhtiyaar do
'Gar tumhein qubool hai dil ki saudebaazi
Mera intezaar le ke be-hisaab pyaar do
Vaar do mujhpe saari zimmedariyaan
Utaar do tum kitaabon mein kahaaniyaan
Kis tarah se kat rahi hai, mujhpe kya guzar rahi hai
Tumne jaana hi nahin hai kabhi, jaan-e-jaan
Ab tum yaad aa rahe ho, be-hisaab aa rahe ho
Door ho ke bhi tum mere paas aa rahe ho
Is-qadar bhi berukhi koi karta hai bhala?
Meri jaan jaa rahi hai, tum kahaan jaa rahe ho?
Dil toot sa gya hai, aankhein yaad kar rahi hain
Tasveeron se teri kab se baat kar rahi hain
Dhadkane bhi ab yehi phukaarti hain
"Aa jaao", "aa jaao"

Credits
Writer(s): Ahad Khan, Raffey Anwar, Usama Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.