Gham Na Hone

Gham na hone ka koi jashn manayein kaise?

Yaad aate hi nahi tum toh bhulayein kaise?

Pa dha sa re re, sa re sa ga pa ga re sa
Sa re ga pa dha sa ni dha ma dha ma ga re ga

Thak ke so jaati hai har raat sulaane mein jinhein

Aisi aankhon ko sulayein toh sulayein kaise?
Yaad aate hi nahi tum toh bhulayein kaise?
Gham na hone ka koi jashn manayein kaise?

Jiske har sher mein hota hai tazkira unka

Woh ghazal aapki mehfil mein sunayein kaise?
Gham na hone ka koi jashn manayein kaise?

Jism mehka hai teri khushbuon mein, ae Turaz

Wasl hum tera zamaane se chhupayein kaise?
Yaad aate hi nahi tum toh bhulayein kaise?
Gham na hone ka koi jashn...

Credits
Writer(s): A. M. Turaz
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link