Kanguva Glimpse (From "Kanguva")

Ek shoorveer yodha Marakkan kul mein janma
Gaada samudra mein Kochami vansh ka jhanda
Maha balidamban ka uttradhikari
Akaal se bhi prajaoon ki rakha karne waala
Chachaangan ko mitaane wala Shendi ka vo beta

Mandiyaar ki unchaiyon se baadlon ko cheere
Vengadu ke pedon se baagho ko lalkaare
Arathi ke haiwaano mein jo darr failaye
Mukkadu ke haathiyon ko vash mein le aaye
Vo veer koi aur nahin
Vo hai, Kanga

(Mm, dab-dab-dab-dab-dab-daba)
(Mm, mm, mm, dab-dab-dab-dab-dab-daba)
(Mm, mm, mm, dab-dab-dab-dab-dab-daba)
(Mm, mm, mm, dab-dab-dab-dab-dab-daba)

Sau khadu baaghon ke jo panje sahe
Ghanghor vishdhar bhi jinse dare
Lehrein bhi jinka naam likhe
Perumaachi mein jinka danka baje

Veer vo hi hai veeron mein, haan
Jo na rukta hai yudhon mein, haan
Agniputra vo hai angaara
Shaan Perumaachi ki hai zinda

Kanga, Kanga, Kanguva
Kanga, Kanga, Kanguva
Kanga, Kanga, Kanguva
Kanga, Kanga, Kanguva



Credits
Writer(s): Vimal Kashyap
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link