Gajanan
Om namo Ganeshaay, namo Ganesha
Namo Ganeshaay, namo Ganesha
Suna hai, jeewan ke vighno ko tum har lete ho
Suna hai, ruke kaaryon ka shubh aarambh kar dete ho
Suna hai, jeewan ke vighno ko tum har lete ho
Suna hai, ruke kaaryon ka shubh aarambh kar dete ho
Ek araj meri bhi sun lena
Ek araj meri bhi sun lena
Meri bhakti ki laaj rakh dena
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Om Gan Ganpatye namah
Om Gan Ganpatye namah
Vyaakul man ho jaaye kabhi to tum chandan kar jaana
Pag-pag ki abhilashaaon se mann ko paar lagaana
Namo Ganeshaay, namo Ganesha
Haan, vyaakul man ho jaaye kabhi to tum chandan kar jaana
Pag-pag ki abhilashaaon se mann ko paar lagaana
Ye araj meri bhi sun lena
Ye araj meri bhi sun lena
Meri bhakti ki laaj rakh dena
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Gajanan, Gajanan, Gajanan
Om Gan Ganpatye namah
Om Gan Ganpatye namah
Magan teri bhakti mein hokar sada tere gun gaauun
Chaluun nirantar dharm ke path per, safal jeewan kar jauun

Credits
Writer(s): Vickey Prasad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.