Chhoti Chhoti Aankhen

Chhoti-choori aankhein muskaaein
Maa banne ki khushi laaye
Chhote-chhote qadamon ki aahat
Kaanon mein ras koi ghul jaaye

Sona, kabhi duuri na ho ye dobara
Munna, har maa ki aankhon ka hai taara
Aapas mein pyaar rahe, khushiyon ki dhaar rhe
Palkon ki dhundh mite, tim-tim ho taqdeer ke taare

Tujhse mera jeewan har-pal gulzaar rahe
Ab to tere kaaran ghar aayi hain aaj bahaarein

Chhoti-choori aankhein muskaaein
Maa banne ki khushi laaye
Chhote-chhote qadamon ki aahat
Kaanon mein ras koi ghul jaaye

Dooji baarish ki boondein jaise jhilmil saaf lage
Aisa ye dooja janam meri aankhon ko ye khwaaab lage
Jang ke maidaan main apno ka saath jawab lage
Khanjar pe ambar ko rakh doon to gulaab lage lab

Lab the patthar mere, khamoshi andhere
Toota-toora dil tha, tum pyaar ke geet se behlaye
Aapas mein pyaar rhe, khushiyon ki dhaar rhe
Palkon ki dhundh mite, tim-tim ho taqdeer ke taare

Ae mehjabeen, aafreen, dekha jise tha kahin
Wo gul-badan, gul-nasheen tu to nahi, tu to nahi
Bachhpan ka wo pyaar jo dil me chhupa tha kahin
Wo ishq ki roshni tu to nahi, tu to nahi

Are, mere dil mein tu aai kisi ek parinde sa
Bas gai dil mein tu mere barson baashinde sa
Aaja, beete kal mein jeete hain
Aaja, chaahat ke ambar chhute hain

Chhoti-choori aankhein muskaaein
Maa banne ki khushi laaye
Chhote-chhote qadamon ki aahat
Kaanon mein ras koi ghul jaaye



Credits
Writer(s): Yuvan Shankar Raja
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link