Ek Ladki Bheegi Bhagi Si (From "Kahan Shuru Kahan Khatam")

Hain kataar jaise naina matwaale
Oye, sun, idhar ko tu dekhiyo na
Yuun utaar degi tujhko zameen pe
Bachiyo, khada tu, it udiyo na

Hain farebi ishaare
Koi hai na, bacha re
Aag ki jaise barsat hai

Ek ladki bheegi bhaagi si
Sooti raaton mein jaagi si
Ek ladki bheegi bhaagi si
Sooti raaton mein jaagi si

Mili ek ajnabi se, koi aage na peeche
Tum he kaho, ye koi baat hai?

Tujhpe he jaake basi hain ji saansein-waansien ab to saare sheher ki
Machi padi hain ji tabahiyaan
Tere hone se he daude hain jaati leher qaatilana qeher ki
Ghalti se bhi muskura na dena

Chehra jitna sharmila hai
Nakhra utna zehreela hai
Chehra jitna sharmila hai
Nakhra utna zehreela hai

Hain farebi ishaare
Koi hai na, bacha re
Aag ki jaise barsat hai

Ek ladki bheegi bhaagi si
Sooti raaton mein jaagi si
Ek ladki bheegi bhaagi si
Sooti raaton mein jaagi si

Mili ek ajnabi se, koi aage na peeche
Tum he kaho, ye koi baat hai?



Credits
Writer(s): Majrooh Sultanpuri, S.d. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link