Farzi Kirdaar
Aag ke dariya mein kashti kaagaz ki, uss par main savaar
Apni dastaan ke saare nikle farzi kirdaar

Teri zaahirdaari, seena-zori, na hum samjhe wo iraade
Oh, zaalim, tu na jaane hum dil se the seedhe-saadhe
Chalte purzon mein dil waalon ki thi darkaar

Chain aaye iss dil ko, tham jaaye duniya, karoon intezaar
Beqadri armaanon ki yaad rahegi har vardaat
Hui tauba jab nikle mohabbat ke janaaze

Chain aaye dil ko, ruk ja duniya, karoon main intezaar

(Saare nikle farzi kirdaar)

Credits
Writer(s): Raman Negi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.