Na Suno Mere Naalay Hein Dard Bharay

Na suno...
Na suno mere naale hain dard-bhare
Dard-asare aah-e-sahare
Dard-asare aah-e-sahare, dard-asare

Tumhein...
Tumhein kya hai koi marta hai mare
O, dushman-e-jaan be-daad-gare
O, dushman-e-jaan be-daad-gare
O, dushman-e-jaan be-

Liya...
Liya ishq mein jog bhikari bane
Tere naqsh-e-qadam ke pujari bane

Kabhi-kabhi sajde kiye, kabhi gird phire
Kabhi sajde kiye, kabhi gird phire
Butte sim-bare zarrin-kamre
Butte sim-bare-

Bedam hain kahaan, kis tarah jiye?
Jī-jī ke mare, mar-mar ke jiye
Jī-jī ke mare, mar-

Dar, dar-manzil-e-ishqash dar-badare
Dar-manzil-e-ishqash dar-badare
Majnun-si-patan shorida-sare
Majnun-si-patan shorida-sare



Credits
Writer(s): Traditional
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link