Desh Hamara Hindusthan

Agar garaj kar keh sakta hai Turkey Tarkish jaati ka
Agar garv se English kehta, "England hai angrezon ka"
To kyun na kahein ham Bharat vaasi, "Hindustan hamara hai
Hindustan hamara hai, Hindustan hamara hai"

(Desh hamara Hindustan, sabse sundar Hindustan)
(Veer'on ka ye janm sthaan, jai-jai Bharat, Hindustan)

Mandir, Masjid, Ved, Puraan, sab ka poojak hai inasaan
Sab se badhkar Hindustan (jai-jai Bharat, Hindustan)

(Desh hamara Hindustan, sabse sundar Hindustan)
(Veer'on ka ye janm sthaan, jai-jai Bharat, Hindustan)

Hindu, Muslim ek samaan, pyare Bharat ke santaan
Aao sab mil gaayein gaan (jai-jai Bharat, Hindustan)

(Desh hamara Hindustan, sabse sundar Hindustan)
(Veer'on ka ye janm sthaan, jai-jai Bharat, Hindustan)

Jismein hai kuch maa ki shaan
Jismein hai kuch maa ki aan
Wahi mita'ta apni hasti rakhne Hindustan ki shaan

(Jismein hai kuch maa ki shaan)
(Jismein hai kuch maa ki aan)
(Wahi mita'ta apni hasti rakhne Hindustan ki shaan)

(Desh hamara Hindustan, sabse sundar Hindustan)
(Veer'on ka ye janm sthaan, jai-jai Bharat, Hindustan)

Taj Mahal hain yaar jahaan par, Delhi ka hai Lal Qila
Is dharati ke inasano ko aazadi hai aaj mila
(Is dharati ke inasano ko aazadi hai aaj mila)

Aaj desh ki aazadi hai Hindustaniyo ke haath

Baagdor ki saari taaqat Bharat vaasiyon ke paas

Iski basti, iski hasti, apne Bharat maa ki shaan
Aaj likho tum haste-haste apane Hindustan ki shaan

(Desh hamara Hindustan, sabse sundar Hindustan)
(Veer'on ka ye janm sthaan, jai-jai Bharat, Hindustan)
(Desh hamara Hindustan, sabse sundar Hindustan)
(Veer'on ka ye janm sthaan, jai-jai Bharat, Hindustan)

(Desh hamara Hindustan, sabse sundar Hindustan)
(Veer'on ka ye janm sthaan, jai-jai...)

Credits
Writer(s): Traditional
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link